Computer Ko Automatic shutdown Kaise Kare

Hello Dosto Es post me Mai Aapko Btane Wala Hu Computer Ko Automatic Shutdown Kaese Karte Hai.
computer ko automatic shutdown kaise kare
Computer ko Automatic shutdown Kaise Kare????

Dosto mai Aap Log Ko Ek Yesa Command Ke Bare Me Btane Wala Hu Jisse Aap Aasani Se aapna System ko Automatic Shutdown kar sakte Hai.Dosto Aapko Pata Hoga Aap Computer Ko Automatic shutdown Karne Ke Liye Time Set Kar Sakte Hai.Eske Liye Aapko Koi Software Ki Zarurt Nhi padhti Hai.Aap Command prompt  ki Madad se Command likh kar Time set kar sakte Hai.Sabse phle Ham Ye Jannege Ki Kaese Command Prompt open Karte Hai.

Command prompt kaese open kare?
Step1.star pe Click Kare.
Step2.Run pe Click Kare

Note..Aap keyboard se window+R  ko Dabakar bhi run ko open kar sakte Hai.

Step 3.Ab Run me CMD type Kare.
Step 4.inter pe click kare.

Ab Aapke Samne Command Prompt khul Gya hoga.
Step 5.Ab command prompt Me shutdown /s / t900 type Kare.

Step 6.ab inter pe click kar de.

Ab Aapke Samne Ek Windows Khulegi Jisme Aapko Windows 15 min ke Bad shortdown ho jayega. Aap koi Bhi time set Kar sakte Hai.
Ab Aapko Command Me second Dalni Hai Jisme Aap  s /t3600 

Ab Aap computer Ko on karke Kahi Jana chahte hai to  Aaj Ja sakte Hai Jitna Time Aapne Set kiya Utna time Me aapka system Automatically Shortdown ho jayega.
To Dosto kaese Lagi Hamara Ys Post Comment Karke Zarur Bataye .

5 Comments

Previous Post Next Post

Contact Form