SEO Backlink Kaise Banaye Full Information In Hindi

Hello Aaj ham aapko backlink ke bare me batane wale hai.Aaj ham aapko batane wale hai SEO Backlink kaise banate hai.Backlink SEO ke liye bhut he jaruri hota hai,Sath he sath hamare blog ko agr top par lane ke liye bhi hamre apne blog ke liye quailty backlink banana bhut he jaruri hai.Backlink banane ke bad hamari website google search me top tank par aayegi.
SEO-Backlink-Kaise-Banaye
SEO Backlink Kaise Banaye

Bhut sare new blogger hote hai,jisne backlink ke bare me kuch pata nhi jaise backlink kya haibacklink kaise banaye.Agr aap backlink ke bare me jada janna chahte hai to aap hamri pichli backlink wali post ko padh sakte hai.To chaliye dekhte hai SEO backlink kaise banaye.

Backlink Kya Hoti Hai




Backlink ham kisis bhi blog par jakar comment me apni blog ka link add kar,Ya ham kisi bhi blogger ke blog par guest post kar ham apni blog ke liye ''backlink'' Bana sakte hai.jab aap kabhi bhi kisi blog par comment karte hai or us comment me aap apne blog ka url dal dete hai tab koi bhi vistor apke  us link par click kar aapke blog ko visit karta hai tab aapko Dofollow backlink milti hai.To chaliye Dekhte hai backlink kaise banate hai.

SEO Backlink Kaise Banate Hai 

Seo backlink banane ke liye hame apne blog ko Google ping me submit karna padhta hai.Agr aap apne blog ki traffic ko badhana chahte hai to aapko apne blog ko google ping me submit karna hoga.Google ping me ham apni blog ki url ko sari information ko submit kar ham apni blog ke liye backlink bana sakte hai.To chaliye backlink banane ke liye aap hamari kuch step ko follow kare.

step 1.Google Ping ke backlink banane ke liye sabse phle aap Google Ping Ki Website par jaye.

step 2.Ab aapke samne ek from khulega Blog Detail ka.

SEO-Backlink-Kaise-Banaye


#Apne Blog Ka Name Dale
#Apne Blog Ka URL Dale (Example-https://www.gyanwebpoint.com/)
#Apne Ka Email Dale




*YouTube Se Blog Ke Liye Dofollow Backlink Kaise Banaye


Step 3.Ap Niche aapke Niche servis to ping me option milega.Jisme 3 option honge.
SEO-Backlink-Kaise-Banaye


1.Popular Choices
2.Blog Services
3.Feed Services

Isme sabhi me All Select Kar de.

step 4.Ab aapke niche ek Captcha cope dalna hai uske bad Sind pings par click kare.
SEO-Backlink-Kaise-Banaye


step 5.Send Pings par click karte hai ap aapka blog Google pings me submit ho chuka hai.Aapke samne finnely success ka massage show hone lagega jaisa ki aap niche picture me dekh rahe hai.


Read.Low CPC Site Block Kar Adsense Se Jaida Paisa Kaise Kamaye

I Hope dosto aapko is post me apne blog ke liye backlink banane me kafi madad mili hogi.Aap apni blog ko google ping me sublit kar aap apne blog ke liye backlink bana liye honge.Ummed karta hu aapko kahi bhi is post me koi bhi problem nhi hui hogi.Agr aapko meri post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye..


Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form