Blog (Website) Ka Backlink Kaise Check Kare



hello dosto,Aaj Ka Topic Hai Blog (website) Ka backlink Kaise Check karte hai.Agr aap ek blogger hai to aap backlink ke bare me kuch na kuch jarur jante honge,Jaise backlink kya hai,Backlink kaise banaye,Backlink kyu jaruri hai.Maine apni pichli post me backlink ke bare me kuch jankari share kiya hu.
Blog-Website-Ka-Backlink-Kaise-Check-Kare
Blog Website Ka Backlink Kaise Check Kare

Backlink hamare blog ka sabse importent fact hota hai.Blogging me success hone ke liye hame apne blog ke liye backlink banana bhut he jaruri hai.Agr hamare blog par high Quailty backlink hai to google search me hamare blog ki ranking badhegi.To yaha par bat Aati hai Blog/website ka backlink kaise check kare.backlink check karne ke liye bhut sare backlink checker tool aate hai,lekin ham aapko best backlink checker tools ke bare me batane wala hu.

Backlink Checker Tools Ki Jarurt Kyu Hoti Hai




Backlink checker tools ka kaam hamare blog (website) ka Aaye backlink ki jankari hame yaha se milti hai.Mai aapko yaha par kuch online backlink checker tools ke bare me batane wala hu jada par jakar aap apne blog (website) ka ''backlink'' ko check kar kare.

Backlink Kaise Check Kare 5 Online Checker Tools

1.Open Link Profiler-

Is Tools ka istmal aap free me kar sakte hai.Yha par aap sabhi naye purane backlink ko Asani se check kar sakte hai.Yaha par aap apne blog ke sath sath dusre bhi blogger ke blog ka backlink ko check kar sakte hai.

 2.Semrush

 Semrush bhi ek accha or popular backlink checker tools hai ye backlink ko analysis karta hai.Is tools se aap apne website or compitetior website ke backlink ko check kar sakte hai.

Check.Semrush

3.Google Webmaster Tools

Aap google webmaster tools se bhi apne blog ka backlink ka pata laga sakte hai.Google webmaster tools aapko event,media community ke cannect or update rakhta hai.




*YouTube Se Blog Ke Liye Dofollow Backlink Kaise Banaye

4.Link Diagnosis Checker Tools

Ye bhut he acchi tools hai yaha par aap apne blog ki page link,Internal link,external link,duplicat link or, low quailty link en sab ki jakari yaha se hame mil jati hai.

check. Link Diagnosis Checker Tools

5.BacklinkWhats Checker Tools

Ye Tools bhut he easy tools hai.Aap apne blog ka backlink yaha free me check kar sakte hai,Ye Ek free checker tools hai.Yha par aap par day kitne vistor ho rahe hai or yaha par aap apne blog par Aarahe quailty  backlink ko ache se jan sakte hai.

Check.BacklinkWhats Checker Tools


To dosto ye rahi kuch backlik check karne ki online tools,Jaha par aap apne blog ka backlink check kar sakte hai.Agr aapko meri post pasand aayi ho to hame comment karke jaruri bataye.

Read.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form