Is Article me ham aapko blogging me fail hone ki sabse badi mistackes batane wale hai jisse aap jarur padhna chahte honge.Blogging ek Aisi duniya hai jada bhut kam log sucess hote hai.Par day bhut sare log blogger.com se apna blog bana kar apni busness ki suruaat karte hai Bhut bhut kam log sucess ho pate hai.Blogging me fail hone ke kuch karun hai jise ham aapko is post me batane wale hai.
Blogging me blog banane ke bad jab koi blogger fail ho jata hai to uska carrer kharab ho jati hai.Iske piche kuch karun hota hai.Blogging me agr ek scuess blogger banna hai to iske liye hame kuch tarika ko follow karna hota hai,Jise bhut sare log nhi follw karte hai jiske karun vo bhut jaldi fail hokar blogging karna chord dete hai.Agr aap blogging me fail nhi hona chahte hai apni blogging me ek carrer banana chahte hai to sabse phle aap apni galtiyo ko jarur dhyan me rakhe jo aap blogging time karte hai.
Blogging Me Fail Hone Ke 7 Badi Mistackes
1.Paiso Ke Liye Blogging Karna-
Blogging me fail hone ka sabse bada karun hota hai fayso ke liye blogging karna.Bhut sare blogger yahi soch kar apna blog banante hai ki blogging se payasa kamana bhut he easy hai yahi soch le kar log blogging start karte hai to jaldbaji me vo blogging ko chord dete hai.Jaldi paysa kamane wale log dusre blog ka post ko copy past karte hai.Isse uska adsense account bhi nhi aprroved hota hai oR himmat har jate hai or apna blogging chord dete hai.
Blogging se accha paisa kamane ke liye sabse accha popular ads netword Google Adsense hai jo hame jada paysa dete hai.Google adsense copy content ko adsense approved nhi karati hai.Agr aapka adsense account aproved bhi ho jata hai agr aap kisi outher blog se post ko copy karte hai to aapko adsense jaldi he block kar deta hai.Isse aapka sapna jaldi chur ho jayega or aap blogging karna chord denge.
2.SEO Friendly Post-
Seo friendly post bhut jaruri hota hai blogger ke liye agr aap seo friendly post nhi likhte hai to aapka post google search e top/first page par nh aayega.Jab aapka post google search me nhi aayega to aapki blog ki traffic nhi badhegi.Jab aapki blog ki traffic nhi aayegi to aapko blogging kar kuch nhi milne wala hai.
Jis logo ka adsense approved bi ho jata hai vo adsense se paisa nhi kama rahe hai.Google adsense se paisa kamane ke liye sabse importent hai blog ki traffic.Jis logo ki traffic nhi aati hai blog par vo blogging bhut jaldi chord dete hai.So blogging me agr aap sucess hona chahte hai to aap sabse phle seo friendly post ko likhe.
3.Blog Design-
Blog Ki desgin bhi bhut jaruri hoti hai.Aap apni blog ko ek accha se design kare,Agr aapka blog ikhne me accha agta hau to aapki blog par traffic bhut jada aayigi.Vistor bhi uski ke blog par aana jada pasand karta hai jika blog dikhne me accha lagta hai.Aap free template me koi bhi accha template ko download kar apne blog par laga sakte hai.Blog par template lagane ke nad aap apne blog ko accha se edit kare.Blog ko full design kare.
jab koi bhi blogger aapki blog par jab aata hi to usko kuch samjh nhi aata hai.use post padhne me or khojne me problem hoti hai jisse aapke blog ki traffic kam hoti jayegi.So blogger ko accha se design kar ham apni blog ki traffic ko badha sakte hai.
4.Daily Update-
Blog ko time time par update karte hai blog ko update karne ke blog ki traffic bhi badhti hai.Par day post karne se hamare blog par jada se jada post publish honge or koi bhi reader hamare blog par jab visit karega to use apne kam ki sari post mil jayegi.Agr aap is chez ko follow nhi karte hai agr aap apni post ko monthly update karte hai to aapke blog par vistor pay day kam hota chala jayega or aap blogging me fail ho jayenge.
5. Reply Comment-
Bhut sare log aapke blog par comment kar aapse kuch sawal puchte hai to aap uska fast reply karne ki sosis kare.Agr aap uska reply karte hai to vo blogger aapki help karne ke tarika ko dekh kar aapka fan ho jata hai vo log aapki blog par regular aana pasand karenge.So aapke blog par jab koi bhi comment kare to aapka uska jawab jarur de.
Agr aap apni blog par kiye gaye comment ka koi bhi reply apne reader ko nhi dete hai to koi bhi vistor aapke blog par dubara aana pasand nhi karega isse aap blogging me fail ho jaoge.So blogging me fail hone se bachne ke liye is Bato ko jarur dhyan me rakhe.
6.Unik Post-
Bhut sare blogger ek post ko lkar jada se jada post publish karte hai jiske karun uske blog par traffic nhi Aa pata hai or vo blogging me fail ho jate hai.Aaap kuch Aaisa post kare jo internet par bhut kam ho ya nhi ho.Aap new post se blog par jada se jada traffic la sakte hai.
Aap ekbar jarur try kare aap koi bhi Aisa post likhe or use promote bhi kare jo post userfriendly ho or internet par kafi bhi nhi ho.Aap ek post se bhut sara vistor ko apne blog par la sakte hai.Aap ise ek bar jarur try kare.
7.Focues Blogging-
bhut sare blogger hote hai jo bina kam ke matlv koi matlv nhi lete hai blogging se,vo ek se jada blog bana kar apna blogging karte hai to Aise log bhut jadi fail ho jate hai,
Agr blogging me sucess hona hai to aapke ek kam par dhyan de.Puri dil se ek blog par word kare aap jarur sucess honge.BKuch log jada se jada blog bana kar kabhi is blog par post dalte hai to kabhi us blog par par isse hota kya hai blogging me fail milti hai.
I hope dosto maine blogging me fail hone ke kuch mistackes bataya hai agr aap ise jarur dhyan me rakhte hai to Aap blogging me fail hone se bach sakte hai.Agr aapko meri post lagi ho to hmae comment karke jarur bataye.
Tags
blogging