YouTube Se Blog Ke Liye Dofollow Backlink Kaise Banaye



Hello dosto,Aaj ham Aapko backlink ke bare me batane wale hai.Aaj is post ka topic hai YouTube Se Blog Ke Liye Dofollow Backlink kaise banaye.Backlink hamare blog ke liye bhut he jaruri hai,or ye seo ke liye bhi backlink bhut he jaruri hai.Serach engine se blog par acchi traffic pane ke liye hame dofollow backlink ki bhi jarurar padhti hai.
YouTube-Se-Blog-Ke-Liye-Dofollow -Backlink-Kaise-Banaye
YouTube Se Blog Ke Liye Dofollow Backlink Kaise Banaye

Agr aap apni blog website ke liye search performance increase karna chate hai to aapko apni site ki Pagerank ko Incress karni hogi,tab aapko inbound link ko fouous karna bhut he jaruri hai.Youtube ek popular site hai jiska pagerank 9 hai.To ham youtube se apne blog (website) ke liye backlink bana sakte hai.Youtube se backlink banane ke liye hame youtube me apni site ko add karna hoga,Tab jakar ham backlink bana sakte hai.To chaliye dekhte hai Blog ke liye Youtube Se backlink kaise banaye.

YouTube Se Dofollow Backlink Kaise Banaye Blog Ke Liye

Backlink banane ke liye sabse phle aapko apne blog ko google webmaster tool me verify karna hoga.Agr aap apne blog ko abhi tak verify nhi kiya to phle kare.Ab Blog Ke Liye Dofollow Backlink Banane Ke Liye  hamari kuch step ko follow kare.

step 1. Sabse phle Aap youtube me jakar apna email id se login kare.

step 2. Login hone ke bad Channel par click kare.
YouTube-Se-Blog-Ke-Liye-Dofollow -Backlink-Kaise-Banaye




*Google Search Me Blog Tittle Se Pahle Post Tittle Kaise Show Karaye


step 3. Channel par click karne ke bad Advanced par click kare.

step 4. Ab Associted Website ke niche box me apne blog (website) ka url dale,Uske bad Add Ki button par click kare.

Step 5. Add par click karte he aapke samne Success ka massage show karega.Aap niche image me dekh sakte hai.
YouTube-Se-Blog-Ke-Liye-Dofollow -Backlink-Kaise-Banaye


Ab finnely Aapko 1-2 din me aapko youtube se dofollow backlink milna suru ho jayega.To dosto aapko kaisi lagi hamari ye post.I hope aapko meri post me kahi koi bhi problem nhi hui hogi.To dosto hame comment karke jarur bataye.



Read.



Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form