Hello Friend, ye zaruri nhi hota hai ki sabhi logo ke pass pc ya computer hokare
logo ke pass pc nhi hota hai use apna jaruri kaam phone se Hi karna hota hai.
Lekin ye zaruri nhi hota hai ki sabhi log pc se Hi apna video YouTube pe upload karte hai.jiske pass pc nhi hota hai vo apna YouTube video mobile se upload karte hai.esliye es post me mai aapko Android mob se YouTube pe video kaese upload karte hai uski jankari dene ja raha hu.
Step
1
Sabse phle hmare Android mob pe YouTube application hona jaruri hai.jiske pass nhi hai vo phle download kar le.
Eske baad apne mobile me YouTube app open kare.
Step
2
Ab email I'd sellect karna ka option aayega aapko apna email I'd dalni hai.jisme apka YouTube account cannect ho,uske baad ok kar de.
Step
3
Ab left heand side 3 line hogi,upe click karna hai kaese Hi aap click karte hai aapko ek option milega.
Yaha aapko upload pe click karna hai
Step
4
Ab aapko yaha ek page khulega jisme playlist video kuch option aayega jiske upar ek upload ka logo type ka bana hoga.aapko uspe click karna hai.ab Aapke samne ek window khulegi jisme aapko select karna hai ki aap video ko kon sa network se upload karna hai agr WiFi ho to WiFi select kare nhi to any network ko select kare.
Step
5
Ab aap apna mobile ki file manager me pahuch jayege .ab aapko apni YouTube video ko select karni hai Jo aap upload karna chahte hai.
Step
6
Video select karne ke BAAD ek from khulega,jisme aapko video ke bare me dalna hai.
Yaha par
1.Tittle me aapko apne video ka nam bharna hai.
2.Discreption me aapko video ke bare me 2-4 line bharni hai.
3.isme aapko bharni hai aapko video privacy rakhni hai ya public ko dikhani hai.
Agr aapko video ko public ko dikhani hai to public pe click kare nhi to privacy kar de.
4.video kis category ki hai vo bharni hai yaha .
5.last me upload ki button pe click kar de .
Ab aapki video upload hona suru hoge hai .
To Friend aapko ye post aasani se samjh me aage hogi or aap mobile se YouTube video upload kar chuke hoge .agr aapko koi presani ho rahi hogi to aap hame comment karke Zarur puche.or agr video upload ho ge hogi to aap hame comment karke Zarur btaye....
Jarur padhe...
*Computer ke folder ka icon kaise change kare
*Computer me kisi Bhi file ya folder ko kaise hide kare

Tags
YouTube