Computer Me Window 8 Kaise Install Kare

Computer-Me-Window-8Kaise-Install-Kare
Window 8 Kaise Installed Kare




Kya Aap Apne Computer Me Window 8 Install Karna Chahte Hai?Is Post Me Mai Aapko ''Computer Me Window 8 Kaise Install Kare'' Iske Bare Me Jankari Dene Wala Hu.Window 7 Kaise Install Kare Iske Bare Me Maine Apni Pichli Post Me Bataya Tha.Agar Aap Window 8 Install Karna Chaht Hai To Aapko Ye Post Padhni Chaliye.Microsoft Ne Window 8 ko lounch Kiya Hai Jo Dekhne Me Kafi Sundar Lagta Hai,Our Iska Use Karne Me Bhi Kafi Maza Accha Hai.Window 8 Kafi Alag Hai window 7 se.Agar Aapne Abhi Tak Window 8 Nhi Use Kiya Hai To Aapko Ekbar Jaru Apne Laptop/Computer Par Window 8 Install Karna Chahiye.

Computer Me Window 8 Kaise Dale Iske Liye Aapke Pass 2 Option Hai.Agar Aapke Pass Window Ki CD/DVD Disc Hai To Aap Usse Bhi Window 8 Install Kar sakte hai.Agar Aapke Pass Pendrive Hai To Aap Window Ke Liye Bootable Pendrive Kaise Banaye Iske Bare Me Maine Bataya Hai Jaha Se Aap Apne Pendrive Boot Kar Apne Computer Me Window 8 Install Kar Sakte Hai.

Agar Aap Pendrive Se Window 8 Install Karna Chahte Hai To Aap Window 8 Ka Iso File Google Se Download Kare Uske Bad Apne Pendrive Ko Bootable Banaye,Uske Bad Aap Aram Se Apne Computer/Laptop Me Window Install Kare.

Computer Me Window 8 Kaise Install Kare (How To Install Window 8 )

To Agar Aapke Pass Ab Window Ki Cd/DVD disc Ya Fir Bootable Pendrive Hai To Aap Hamari Step Ko Follow Kar Apne Computer Me Window 8 Install Kare.

Step 1. Sabse Phle Computer Me Pendrive Ya Cd/dvd Disc Dale Our Ab computer Ko Restart Kare.Computer Open hone par trant computer pe keyword se f11 press kare.

Ab Aapke samne Pendrive Se Window Install Kar Rahe Hai To Pendrive Ko Select Kare.Agar Cd/dvd Disc Se Window Install Kar Rahe Hai To Cd/Dvd Disc Ko Select Kare.

Computer-Me-Window-8Kaise-Install-Kare
Step 2. Eske baad ek kr window khulegi.jisme aapko language or time jone select karna hai.time select karne ke bad next button pe click kar de.

Computer-Me-Window-8Kaise-Install-Kare


Step 4. Ab install now pe click kar de.

               Computer-Me-Window-8Kaise-Install-Kare
Step 5. Ab Aapke samne ek window aayegi.jisme aapko window ki product kkey dalna hai.aap es product key (Tk8Tp-9JN6P-7X7WW-RFFTV-B7QPF) ka estmal kar sakte hai.eske baad aap next button pe click kare.
Computer-Me-Window-8Kaise-Install-Kare

Ab Accpt pe click kare.uske baad next ki button pe click kare.


Computer-Me-Window-8Kaise-Install-Kare
Step 6. Ab window me coustom wale option pe click kare.
                              Computer-Me-Window-8Kaise-Install-Kare
 Step 7. Eske bad ek window khulegi jisme Hardisk ke patisan show hoge.jisme aapko  C  Drive ko select karne next button pe click karna hai.

Computer-Me-Window-8Kaise-Install-Kare
नोट-अगर आप किसी नयी हार्ड डिस्क में विंडो डाल रहे हो तो आप यहाँ अपनी पसंद के हिसाब से ड्राइव के पार्टीशन भी बनासकते हो।

Mult ibootable PenDrive Kaise Banaye

Windwo Ki File Ko Iso File Me Kaise Convert Kare

Window Ke Liye CD/DVD Disc Kaise Banaye

Computer Par Window 10 Kaise Install Kare

Step 8. Next pe click karne ke BAAD Aapke system me window ki file copy hona suru ho jayegi.file copy hone ke bad aapka system restart hoga.2 ya 3 min wait karne ke BAAD ek window khulegi.

Computer-Me-Window-8Kaise-Install-Kare
Step 9 .Isme Aapko Apna Pc Name Dalna Hai.

Computer-Me-Window-8Kaise-Install-Kare


Step 10. Fir aagle step me Aapke samne window setting ka page khulega jaesa aap pic me dekh rahe hai.Esme aapko coustmize pe click karna hai.


Computer-Me-Window-8Kaise-Install-Kare

Window-8-Kaise-Dale-pc-Laptop-Me
Click karte Hi aapka window start hona suru ho jayega..
Computer-Me-Window-8Kaise-Install-Kare

Thori Dher baad Aapke samne Aapke samne window start hone ki screen aajayega jaesa ki aap pic me dekh rahe hai.
Aapne window 8 Dal chuke hai .ab aap madar bord ki driwer ki Cd se apne system me driver dalne hoge.
Driver dalne ke bad aapka system Aapke liye ready ho jayega...


Ab aaapke apne Window 8 Installed Kar liya hoga laptop/computer me ..To dosto hmari ye post kaesi lagi.ummed karta hu ki aap es post se aap apne system pe window aasani se Dal chuke ho  .hmari ye post kaesi lagi Friend plz comment karke Jarur btaye...

6 Comments

Previous Post Next Post

Contact Form