Window 8 Kaise Installed Kare |
Kya Aap Apne Computer Me Window 8 Install Karna Chahte Hai?Is Post Me Mai Aapko ''Computer Me Window 8 Kaise Install Kare'' Iske Bare Me Jankari Dene Wala Hu.Window 7 Kaise Install Kare Iske Bare Me Maine Apni Pichli Post Me Bataya Tha.Agar Aap Window 8 Install Karna Chaht Hai To Aapko Ye Post Padhni Chaliye.Microsoft Ne Window 8 ko lounch Kiya Hai Jo Dekhne Me Kafi Sundar Lagta Hai,Our Iska Use Karne Me Bhi Kafi Maza Accha Hai.Window 8 Kafi Alag Hai window 7 se.Agar Aapne Abhi Tak Window 8 Nhi Use Kiya Hai To Aapko Ekbar Jaru Apne Laptop/Computer Par Window 8 Install Karna Chahiye.
Agar Aap Pendrive Se Window 8 Install Karna Chahte Hai To Aap Window 8 Ka Iso File Google Se Download Kare Uske Bad Apne Pendrive Ko Bootable Banaye,Uske Bad Aap Aram Se Apne Computer/Laptop Me Window Install Kare.
Computer Me Window 8 Kaise Install Kare (How To Install Window 8 )
To Agar Aapke Pass Ab Window Ki Cd/DVD disc Ya Fir Bootable Pendrive Hai To Aap Hamari Step Ko Follow Kar Apne Computer Me Window 8 Install Kare.
Step 1. Sabse Phle Computer Me Pendrive Ya Cd/dvd Disc Dale Our Ab computer Ko Restart Kare.Computer Open hone par trant computer pe keyword se f11 press kare.
Ab Aapke samne Pendrive Se Window Install Kar Rahe Hai To Pendrive Ko Select Kare.Agar Cd/dvd Disc Se Window Install Kar Rahe Hai To Cd/Dvd Disc Ko Select Kare.
Step 2. Eske baad ek kr window khulegi.jisme aapko language or time jone
select karna hai.time select karne ke bad next button pe click kar de.
Step 5. Ab Aapke samne ek window aayegi.jisme aapko window ki product kkey dalna hai.aap es product key (Tk8Tp-9JN6P-7X7WW-RFFTV-B7QPF) ka estmal kar sakte hai.eske baad aap next button pe click kare.
Ab Accpt pe click kare.uske baad next ki button pe click kare.
Step 6. Ab window me coustom wale option pe click kare.
Step 7. Eske bad ek window khulegi jisme Hardisk ke patisan show hoge.jisme aapko C Drive ko select karne next button pe click karna hai.
Step 7. Eske bad ek window khulegi jisme Hardisk ke patisan show hoge.jisme aapko C Drive ko select karne next button pe click karna hai.
नोट-अगर आप किसी नयी हार्ड डिस्क में विंडो डाल रहे हो तो आप यहाँ अपनी पसंद के हिसाब से ड्राइव के पार्टीशन à¤ी बनासकते हो।
* Mult ibootable PenDrive Kaise Banaye
* Windwo Ki File Ko Iso File Me Kaise Convert Kare
* Window Ke Liye CD/DVD Disc Kaise Banaye
* Computer Par Window 10 Kaise Install Kare
Step 8. Next pe click karne ke BAAD Aapke system me window ki file copy hona suru ho jayegi.file copy hone ke bad aapka system restart hoga.2 ya 3 min wait karne ke BAAD ek window khulegi.
Step 9 .Isme Aapko Apna Pc Name Dalna Hai.
Step 10. Fir aagle step me Aapke samne window setting ka page khulega jaesa aap pic me dekh rahe hai.Esme aapko coustmize pe click karna hai.
Click karte Hi aapka window start hona suru ho jayega..
Thori Dher baad Aapke samne Aapke samne window start hone ki screen aajayega jaesa ki aap pic me dekh rahe hai.
* Computer Se Delete Hua File Kaise Recovery Kare
* Computer Software Ka Serial Key(Product Key) Kaise Pata Kare
* Computer Me Driver Kaise Update Kare
Aapne window 8 Dal chuke hai .ab aap madar bord ki driwer ki Cd se apne system me driver dalne hoge.
Driver dalne ke bad aapka system Aapke liye ready ho jayega...
Ab aaapke apne Window 8 Installed Kar liya hoga laptop/computer me ..To dosto hmari ye post kaesi lagi.ummed karta hu ki aap es post se aap apne system pe window aasani se Dal chuke ho .hmari ye post kaesi lagi Friend plz comment karke Jarur btaye...
Tags
Computer
nice..... post
ReplyDeleteThanks
ReplyDeletebhut mast post hai bhai
ReplyDeletethanks Ashok
ReplyDeleteHelo sir
ReplyDeleteWindows 7 ko windows, 8 ke sd se format kar sakte hi
Han Kar Sakte Ho.Agr aap apne window 7 par window 8 dalna chahte hai to aap window 8 ke Cd se formate kar sakte ho
ReplyDelete