Ek Mobile Sim Se Dusre Mobile Me Internet Data Kaise Transfer Kare


AAj ke post ka topic hai Internet data transfer.Dosto aaj mai aapko batane wala hun ''internet data Kaise transfer kare''.Ham aapko yaha lagbhag sabhi sim card (network companay) Airtel,Aircel,Relance se  intrenet data dusre sim card par kaise bhejte/transfer karte hai iske bare me puri information dene wala hun.Internet data transfer karne ki Jarurat Kabhi-Kabhi sabhi sim user ko padhti hai.Lagbhag sabhi mobile operator company ne Internet data transfer karne ka offer diya hai.

Internet-Data-Transfer-Share-Kaise-Kare
Internet Data Transfer/Share Kaise Kare

Agr Aapke pass Reliance,Vodafone,Telenor,Airtel, ka sim hai to aap badi Aasani Se apne ek sim card ka internet data (Internet pack/Data Pack) dusre sim Transfer/share kar sakte hai.Aap Internet data share/transfer karne ke liye USSD Code ka bhi istmal kar sakte hai.To chaliye dekhte hai internet data transfer kaise karte hai.

Ek Sim Se Dusre Sim Internet Data Kaise Share Ya Transfer Kare

internet data transfer/share karne ke liye Aapke pass or Jise aap data transfer karna Chahte Hai uske pass same sim card honi chahiye tab aap apne mobile sim se dusre mobile internet data transfer kar sakte hai.

1. Airtel Se Airtel Internet Data Kaise Share Kare



Airtel Data Transfer Code

10 Mb- 11
60 Mb- 4
25 Mb- 9

10 mb data kaise transfer kare

Airtel mobile se dial kare *141*721*11*transfer mobile number#

Example- *141*721*11*987654321#

Note- Is tarah aap jitne mb ka data share karna chahte hai utne mb ka code dal kar aap apne mobile ki data dusre mobile par share kar sakte hai.


Read *Talk Time Loan Kaise Lete Hai Airtel,Aircel,Vodafone,Reliance,Idea

2. Aircel Me 2G/3G Internet Data Share Kaise Kare

 Aircel sim card me data servies active karne ke liye Aircel number par dial kare *121*776#.

*Ab aircel sim me data pack servies me apna family ya friend ka number add kare fir ok button ko press kare.Our apna Data share kare.

3. Reliance Sim Me Internet Data Kaise Share Kare

Reliance Sim card ka Internet data transfer karne ke liye aap reliance sim card se niche diya gya number dail kare.

1. Sabse pahle aap apne reliance mobile se dial kare *321*3#

2. Ab aapke samne ek message aayega screen par jisme aap apna mobile number add kare our apna data plane share kare.

Kon Kon Se Sim Me Intrenet Data Transfer Nhi Hoti Hai

* Ham BSNL To Bsnl internet data share nhi kar sakte hai.

*Reliance jio sim me bhi ham internet data share nhi kar sakte hai.

*Telenor se telenor internet data share nhi kar sakte hai.

*Tata docomo sim me internet data share nhi kar sakte hai.

* Vodafone Sim Me Intrent Data Share Nhi kiya ja sakta hai


 Read *YouTube Account Verify Kaise Kare



To dosto is article me ham aapko maine aapko jo Airtel,Aircel,Telenor, sim me internet data share ya transfer karne ke bare me bataya hu aapko meri post jarur pasand aayi hogi.Agr aapko meri post pasand lagi to hame apna jawab comment me jaru de.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form