Facebook Stylist Name wali ID kaise Banaye

facebook stylist name wali id kaise banaye

Hello friend aaj ham es post me Janege Ham kaise Facebook par staylist name likh sakte Hai.ham apne profile name Ko ek accha look me likh sakte Hai, Jo dusro ko Bhi kafi accha lagta hai dekhne me or khud ko Bhi.
aap sabhi jante honge Facebook ek kafi acchi or famous social network site hai, jaha Har din kitne sare log online hote hai. To Aapne dekhe Hoga ki Facebook par jitne Bhi name hote hai vo simple style me hote hai. Agr ham us sab style se hat kar ek accha style ka name rakhe to kitna accha lagta hai.To Agr Aap Bhi Apna Facebook profile Name ko stylist rakhna Chahte Hai to Aapko Hamari post ko Dhayan se padhna hoga mai aapko 2 yesa websit ke bare ne batane wala hu jaha aap staylist name bana sakte hai.to Hamari post ko step by step follow Kare...

Facebook stylist Name wali ID kaise banaye

Step 1) 
Sabse Phle Aap Google par serch kare webestools .or es website ko aap open kare.aap es link par click karke Bhi website par ja sakte hai Click here to go website

Step 2) 
Website ko open Karte hai Aapke samne ek text ox dikhae dega jaesa ki Aap niche dekh Rahe Hai.
Facebook stylist Name wali ID kaese Banate Hai
Step 3)
Ab Aapko text me Apna name likhna hai.Jaesa ki Aap upar picture me Dekh Rahe Hai.uske baad General par click kar de.

Step 4) 
Jaese hi aap general par click karte hai Aapke samne Aapka Name bhut sare style me likha Aajayega ,jaesa ki Aap upar dekh rahe hai.Ab Aapko Jo pasand hai use copy kar le.

Ek or website hai jaha aap staylist name bana sakte hai.

Step 1) 
Sabse Phle Aap es link ko open karke open kare Click here


Step 2) 

Ab Aapke samne ek text box dikhe dega jaesa ki Aap niche screenshot Me Dekh Rahe hai
Facebook name stylist kaese kare
Step 3)
Ab aap text par aap apna name dalkar convert text par click kar de.

Step 4)

Aapka nam ban kar ready hai ab Aapko Jo pasand aaye use copy kar le.

To Ab Aapka Facebook Stylist name ban kar ready hai.

Jarur padhe.

*Facebook photo tag verification ID kaese open kare 2 method se

👉facebook Name kaise change kare


Step 1)
Sabse Phle Aap apna Facebook account me login kar le.

Step 2)
 Eske Bad aap setting & privacy par click karna hai.

Step 3) 
Eske Bad aap general par click kare.

Step 4) 
Ab aap name Ko edit kare or aap apna copy kiya gaya name Ko past karna hai.uske baad aapse Facebook password manga jayega aap apna Facebook password dale ko change kar click kare.ab aapka name change ho chuka hai.



To Dosto kaisa lagi Hamari ye post .Agr aapko meri ye post pasand aaya to hame comment karke Jarur bataye.or ese share Bhi kare.

  *1 mobile me 2 facebook kaise chalaye

  *facebook autoplay video kaise off karte hai


7 Comments

  1. ɲą Ќ๏ɨ ʍ€яą ɲą ʍ€ Ќɨ$ɨ Ќą ƒţ я๏ȼЌ¥
    Ye nam nahi ho raha bhai kyu

    ReplyDelete
  2. Aap ek bar thik se try kare.jarur hoga.

    ReplyDelete
  3. ıllıllı ďƶƶ ¥๏ǥ€$h $ąɨɲɨ ıllıllı
    Yr ye name kese change hoga

    ReplyDelete
  4. Nahi ho raha ÃβĤĮŜĤẸЌ ЎÃĎÃϋ

    ReplyDelete
  5. try Again bro jarur hoga aap try kare

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form