YouTube Account Verify Kaise Kare


Hello dosto,Aaj ham apko batane wale hai ''YouTube Account Verify kaise kare''.Youtube par account banane ke bad ham us par video upload karte hai.Jab youtube se paisa bhi kamate hai.Youtube duniya ka sabse number 1 website hai jaha ham online video dekh sakte hai,Apna video upload kar paisa kama sakte hai.Youtube account verify karna bhut he jaruri hota hai jiske bare me mai aapko niche deaitle se bataunga.
Youtube-Account-Verify-Kaise-Kare
Youtube-Account-Verify-Kaise-Kare

Youtube account ko ham monetization kar adsense se paisa kama sakte hai.Youtube channel ko monezation karne ke liye hamara youtube account/channel veify hona chahiye.Youtube par account banane ke bad use verify jarur kare,Verify ke bad youtube par bhut sare option enabel ho jate hai.

YouTube Channel Verify Karna Kyu Jaruri Hai

Youtube channel ko verify karna jaruri isliye hai ki jab tak ham apna channel verify nhi karte hai tab tak ham youtube ki najro me ek fake hote hai.Youtube channel ko verify kar ham 15 min se jada tak ka video upload karsakte hai.Ek bar account verify hone ke bad ham kisi bhi other youtube channel ko copyright isu ke liye report kar sakte hai.


YouTube Account Verify Kaise Kare

Youtube Account Verify Kaise Kare Ya Youtube Channel Verify kaise kare dono ek he baat hoti hai.To chaliye aap hamari step ko follow kare.

Step 1. Sabse pahle aap youtube ki website ko open kare our waha par sigin kare.

Step 2. Ab upar side me apne channel ka profile picture hai waha par click kare.
YouTube-Account-Verify-Kaise-Kare

Step 3. Ab setting par click kare.

Step 4. Setting par click karne ke bad view additional feature par click kare.
YouTube-Account-Verify-Kaise-Kare


Read *Computer Se Delete Hua File Ya Data Kaise Recovery Kare

Step 5.  Ab account status ke samne verify ki button par click kare.
YouTube-Account-Verify-Kaise-Kare




Step 6. Ab aapke samne verification ka page khulega.
YouTube-Account-Verify-Kaise-Kare


*Yaha par aap apna country select kare.

*Verification code kaise chahiye aapko call/text select kare.

*Apna phone number add kare.

*Submit ki button par click kare.

Step 7. 

YouTube-Account-Verify-Kaise-Kare

 Ab ek page open hoga yaha par aap apna 6 digit ka verification code add kare submit par click kare.


 Read *YouTube Channel Kaise Banate Hai


Hurrey Ab aapka Youtube channel/Youtube Account verify ho chuka hai.I hope aapko meri ye post kafi usefull lagi.Agr aapko meri post pasand aayi ho to hame comment kar jarur bataye.Our is post ko apne dosto ke sath jarur share kare.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form