Bluetooth se internet WiFi connection kaise share kare

Aaj mai aapko batane wala hu Bluetooth se internet  wifi connection kaise share kare/Bluetooth Se internet kaise chalaye.Akshar log bluetooth ka istmal mobile me data transfer karne ke liye karte hai,lagbhag bhut sare log ko ye nhi pata hai ki ham bluetooth se internet bhi chala sakte hai.
jab aapko apne mobile ka Internet Data Share karna hota hai To Aap Hotspots Ka estmal karte Hai Ye bhut Accha system Hai Or bhut He Easy Hai.Lekin Jab Hame apne moblile Me Cannect WiFi Ko Kisi Dusre Ko share Karna Hota Hai to Ham share Nhi Kar Pate Hai,Kue Ki WiFi or hotspot Ek Sath kam Nhi kar sakta Hai.Jab Ham Hotspot On karte Hai to Hmara WiFi Off Ho jata Hai.

Agar aap apne android phone me bluetooth ka istmal kar internet chalana chahte hai to aap is post ko follow kar aaram se kar sakte hai,Yaha par mai aapko Bluetooth tethering se internet kaise chalate hai iske bare me bataunga to chaliye dekhte hai bluetooth se internet kaise chalaye.


WiFi tethering kya hai...

Bluetooth tethering hotesport ki tarah hi kaam karta hai eski Madad se ham apna WiFi connection Ek Mob Se Dusre Mobile Me Share Kar Sakte Hai.


Bluetooth tethering se WiFi connection kaise share kare.

Sabse phle ham Jis Mobile Se WiFi share karna Chahte Hai usme ham Bluetooth tethering on karte Hai.

Bluetooth tethering kaise on kare.

1) sabse Phle Mob ki setting me jaye uske Bad more setting Pe Click Kare Jaesa ki Aap screenshot Me Dekh Rahe Hai.

2) Fir tethering & Hotesport pe click Karna Hai.Jaesa ki Aap Dekh Rahe Hai.
3) Eske Bad Aapko Bluetooth tethering Pe Click Karna Hai Jaesa Ki Aap niche screenshot Me Dekh Rahe Hai.
4) Ab jis mobile me Internet Ko share karna Chahte Hai uska Bluetooth In kare.

5) Ab jis me aap Apna WiFi Share Karna chahte Hai uska Model number ka jayega uspe peering ke liye click kare.
6) Ab dusre Mobile me Pair Ka option Aayega Use pair kare jaesa aap dekh Rahe Hai.

7)Ye Sab karne ke Bad Aapko phone pair HO jayega .Ab Aap Us phone Ke setting Me jaye Jisme Aap WiFi use karna Chahte Hai.Ab Aapko us phon ko select Karna Hai jo WiFi ko share kar Raha hai Aapko.

8) Last Ms internet Access Pe Click Karna Hai.Ab Aap Apne Phon se dusre ke Phon me Bhi internet use kr sakte Hai.


Agr aapko meri post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form