Blogger Template Ko Zip file se XML me kaise badle


Dosto Aaj ham es trick me baat karte hai,ham kaise blogger template ko zip file se XML file me badl sakte hai vo Bhi apne mobile se.ham Blog ke liye Jo Bhi template kisi Bhi website se download karte hai to vo zip file me hota hai,to ham zip file ka template ko blog par add nhi kar sakte hai Eskeliye ham zip file ko xml Me convert karna hota hai.bhut sare log pc ya laptop se zip se XML me karte hai,or aapne bhut sare website par dekha hoga vo sab pc ya laptop se karne ka tarika share kiye hue hai.
To aap tensan na le Ham Aapko Es post me mobile se zip file ko xml Me kaise badlte hai vo tarika Batane ja raha hu.

Zip-File-Ko-XML-File-Me-Kaise-Convert-Kare

To ham es article me dekhte hai zip file ko kaise Mobile Se convert karte hai.zip se XMl me convert karne ke liye Hamare Android mobile me ek software ko download karna hoga,Jis software ka Nam hai WINZIP .Aapne sahi suna Aap Es software ke Madad se Blogger ke zip file ko xml Me convert kar sakte hai.
To Chaliye Aap Hamari kuch step ko follow Kare,Aap aasani se khud apne mobile se zip file ko xml Me change kar sakte hai,ye bhut Hi easy step hai.


Blogger template ko zip file se XML me kaise badle 

Step 1. Sabse Phle Aap apne Android mobile me WinZip name ka software download kar le.

Step 2.
Software ko download karne ke bad use install karke open kar le.
Ab aap koi Bhi template ko download kare Jo zip file me hoga.

Step 3.
Ab aap apne Android phone Ke WinZip  naam ka software ko open kare ab SD card ko select kar aap templet ko open kar sakte hai ya right side wala icon pe click kare,aap waha jakar templet select kre. or jis file me templeat download hua hai us file me jakar zip template ko select kare,Aap niche screenshot Me Dekh Sakte Hai.
Zip-File-Ko-XML-File-Me-Kaise-Convert-Kare

Step 4.
Aapne Jo zip template download kiya hai uspar click kare.click karte hai aapko uske Andar wahi template aapko XML file me dikhae dega.
Zip-File-Ko-XML-File-Me-Kaise-Convert-Kare

Read * Adsense Ka Ads Multiple Blog Me Kaise Lagaye

     * Blog Post Ko Google Search Me Top Par Kaise Laye

Step 5.
Jaisa ki Aapko template XML file me dikhe de raha hai ab aap sabse Phle us XML file par tik kare,ab aap niche dekh Rahe Hai ek unzip nam ka option aaraha hai uspar click kare.aap niche screenshot Me Dekh Sakte Hai.
Zip-File-Ko-XML-File-Me-Kaise-Convert-Kare

Step 6.
Jaisa aap unzip par click karte hai aapke samne SD card or kuch option aayega Aap SD card par click kare or aap jaha Jis file me template ko save karna Chahte Hai us file ko open kare or unzip ka button par click kare.Ab aapka Blogger template zip file se XML file me convert ho chuka hai.

* Coputer Se HD Video Kaise Convert Kare

* Computer Ka Login Background Kaise Change Kare

To Dosto Aapne dekh liya ham kaise Apne Android phone se Blogger template ke zip file ko xml file Kaise Convert karte hai. .ummed karta hu aapko ye post kafi pasand aaya hoga.agr aapko meri ye post pasand Aae ho to please comment kar hame Zarur bataye,or ese apne Dosto ko share Bhi kare.


Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form