Facebook Id Hack Hone Se Kise Bachaye

Aap sabhi Facebook use karte honge,Facebook ek accha social network hai.Aap facebook par apne family,dosto se bate kate hai,yaha aap apni jankari share karte hai.Facebook use karne wale ki janshankhya dino din badhti ja rahi hai.Age ham koi Buseness kar rahe hai to ham facebbok par apni page ya grup bana kar apni jankari waha share karte hai.
Dosto aap jante hone Facebook par hamesa kuch na kuch yaha chez aate rahta hai.Aaj kal sabhi chizo ko hack kiya ja sakta hai ye aap sabhi jante hone.Aaj kal bhut sare hacker ka nazar hamare facebook account par rahti hai.Facebook account hack hone se hamari presnal jankari hacker ko mil jati hai jisse vo iska galat istmal bhi kar sakte hai.To mai aapko es post me batane wala hu ki ham facebook account ko hack hone se kaise bacha sakte hai.Age aap apne account ko safe rakhege tabhi aapka account hack hone se bach sakta nhi.
facebook account hack hone se kaise bachaye

To chaliye mai aapko facebook account ko hack hone se rokne ka kuch step aapko batane ja raha hu jise aap follow kare .


facebook Account Hack Hone Se Kaise Bachaye

step 1.facebook password-
 Hamesa facebook ka password majbut rakhe,ye bhut jaruri hai facebook account hack hone se bachane ke liye.Facebook ka password kabhi bhi apne mobile number ya apne nam se mat rakhe.Facebook ka passwork kuch yesa rakhe jise aap aasani se yad rakhe or kisi ko aapke password ka andaza bhi na ho ki facebook password ye ho sakta hai.

step 2.Application-
Apne kabhi dekha hoga jab aap koi apps download karte hai,khastor par jab koi earn money wala application ko download karte hai to usme aapse email password login ke liye manga jata hai,to aap esme apna facebook account ka login id mat dale jisse aapki facebook id hack ho sakti hai.

step 3.Mobile Number Add kare-
facebook par hame hamesa mobile number add karke rakhan chahiye jisse agr ham kabhi uska password bhul gye to use ham forget kar apna password le sakte  hai.Ager koi hacker hamara email jan bhi leta hai to agr vo password forget karta hai to uska code hamare mobile par aata hai jiske bina vo account open nhi kar sakta hai.
step 4.fack link-
 
jab ham kabhi facebook use karte hai tab hame koi friend koi link send karta hai,To bina jan phchan ke kisi bhi link ko open nhi karna chahiye jisse hamari id hack hone ka chance rahta hai.

step 5.Login Alart Enable kare-
Apne facebook account ka login alart ko enable kar de jisse aap kabhi apna facebbok account ko kholte hai tab aapko ek notification ko milega,Esse kabhi koi aapka facebook account ko open karta hai to aapko notification milega.login alart enable kaise karte hai,Account Setting>>Security>>Login alart ko enable kare.

 step 6.Keep Me Logged In Par Click Na Kare
jab kabhi aap apna facebook account ko kabhi kisi bhi pc ya laptop me kholte hai to login ke thik niche ek option dikhe deta hai keep me logged ka ispar click na kare.Keep Me Logged ka matlv hota hai agr ham espar thik karte hai tab ham agli bar jab apna facebook account ko open karte hai to vo email password nhi manga hai,vo login he rahta hai.
Importent Bate....

1#. facebook par sabhi fack id nhi banaye jisse aapki facbook account hack hone ka kharta to bana he rahta hai sath sath aapki id bhi block ho sakti hai.

2# facebook account me apna facebook number add akrke rakhe jisse aap kabhi uska password bhul bhi jate hai to aap uska password wapas reset kar le sakte hai.han yah rakhe aap apna mobile number ko facebook se onlyme kar ke rakhe.

3# Apna facebook fassword time time par change karte rahe.

4# facebook par kabhi bhi apni email id share na kare,apni email id ko facebook se onlyme kar de.


5# jab aap kisi bhi sybercaf me jakar apna facebbok account ko open karte hai to kabhi me keep me logeed par click na kare or apna facebbok account use hone ke bad logout karna nhi bhule jisse aapki facebook id hack hone ka khatra bana rahta hai,

To ummed karta hu aap hamari bato ko aasani se samjh gye hone .agr aap hamri step ko follow krte hai to aapki facebbok id kabhi hack nhi hogi,Agr aapko meri post acchi lagi hai to aap hame comment kar jarur bataye or es post ko apne friend ko share bhi jarur kare..

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form