Google Chroms Browser ka nam sabhi log sune hone.Google Chroms Browser sabse fast use hoti hai ye browser sabhi android phone me bhi hota hai.Jo bhi file other browser me open nhi hota hai vo Google Chroms Browser me aasani se open ho jata hai.sabhi log aaj kal pc ya laptop me Google Chroms browser use karte hai.Aap sabhi dekhe hone Es Google Chrome Browser ka background ekdam Normal hota hai,jo dekhne me bilkul bhi accha nhi lagta hai to agr ham chahe to uska background ko Aasani se change kar sakte hai.Ham Google Chroms browser ke background me koi bhi accha themes laga sakte hai,jisse hamara Google chroms browser dikhne me kafi accha lagta hai.
Aap ko bhut sare themes milenge aap apni pasand ka background themes laga sakte hai ye bilkul free hai Eske liye aapko koi bhi paysa nhi dena hoga.To agr aap apne ''Google Chroms Browser'' ke background themes change karna chahte hai to aap hamari kuch easy step ko follow kare.
Google Chroms Browser ka Background kaise Change Kare
step 1. sabse phle aap apna google chroms browser open kar le.
step 2. Ab uper kinare pe click kare jaisa aap niche dekh rahe hai,uske bad setting par click kare.
Also read.
* Computer ka Login Background Kaise Change Kare
* Computer/Laptop Ka Processr Name Kaise Change Kare
step 3. setting par click karne ke bad aap Get themes par click kare.Aap niche picture ko follow kare.
step 4. Ab aapke samne bhut sare themes open ho jayenge jaisa aap dekh sakte hai.ab aapko jo themes pasand aaye aap uspar click kare.
step 5. Ab themes par click karne ke bad aapke samne ek page open hoga jisme aap Added To Chrome par click karna hai.
step 6.Ab aap niche dekh rahe hone aapke themes download ho raha hai.
* Wondershare Filmora Se Video Editing Kaise Kare
* Android Phone Se Picture Ka Background Blur Kaise Kare
* Photo Fhunia Se Online Picture Kaise Editing Kare
* Android Phone Se Picture Ka Background Blur Kaise Kare
* Photo Fhunia Se Online Picture Kaise Editing Kare
step 7. download hone se bad vo khud installed ho jayega.uske bad aap dekh sakte hai aapka google chrome ka background change ho chuka hai.
To dosto Ummed karta hu aapko meri post Acchi lagi hogi.Agr aapko ye post pasand aaye to aap ese share jarur kare,or hame comment kar jarur bataye.
Tags
Computer
Thanks Sagar
ReplyDeletesir apni image ko kaise lagaye
ReplyDeleteAngad Maurya Aap khud ka picture background me nhi laga sakte yesa koi Bhi.option nhi hai.
ReplyDeleteHan Aap Gmail ka background me apni picture laga sakte hai Jiske bare me mai post Bhi kiya hai