Android Phone Ko Safe Rakhne Ka 10 Killer Tips

Hello Friends, Is post me ham aapko Android phone Se relative tips Batane Wale hai.Aaj ke post ka Topic hai Android phone ko kaise safe rakhe.Aaj kal sabhi log Android phone ka Istmal kar rahe hai.Android phone ek operative system ki tarah kaam karta hai.Aaj Sabhi log Apne Smartphone or tablet ko safe rakhne ke liye kya kya Nhi karte hai.Android Phone ko safe kaise rakha jaye mai aapko Iski 10 Tips Is post me share karne wala hu,To Chaliye Dekhte hai.

Android Phone Ki Safety Badhane Ka 10 Killer Tips

Android_phone_ko_safe_rakhne_ka_10_killer_tips
Android phone ko safe rakhne ka 10 killer tips

Agr Aapke pass Android phone hai Agr Aap apne Android phone (Smartphone) ko safe rakhna Chahte Hai to Aap Hamari kuch bato ka jarur Dhayan rakhe,Jo mai aapko Batane Ja Raha Hu.

Step 1.Phone Ki Safety Ke liye Screencard ka use kare.



Step 2. Antivirus Use kare- 

 Agr Aap Apne Android phone ko safe rakhna Chahte Hai,Apne Android Phone ko Virus Se bachana Chahte Hai to Apne Android phone me Antivirus ka Istmal kare.
Antivirus Use karne se Aapke mobile ki sari virus khtam ho jayegi,Isse Aapka Android phone Fast ho jayega.

Step 3. Bettry Low hona-  

Android phone use karte time Android phone ki bettry par dhyan dena chahiye.Jab aap Android phone use nhi kar rahe hai to aap uski screen light kaam kar de,isse aapki bettery low hone se Bach sakti hai.Live wallpaper ka use nhi kare,ye bhut jada had tak bettry ko low kar deti hai.


Ye Bhi Padhe. Android Phone Ki Internet Speed Kaise Fast Kare

Step 4.Stop Application-

  Jab smartphone use karte hai to Aapke smartphone me bhut sare apps hote hai Jo hamesa chalu rahte hai.To Bina use hone wale apps ko forcestop kare.Isse  Aapke Android phone ki bettry low hone se Bach sakti hai.

Step 5. faltu Ke Application Install Karna- 

 Bhut Sare yese log hote hai Jo apne Android phone me Jo chahe wo apps installed karke rakh lete hai,use ye nhi pata hota hai ki Phone ki RAM kam hoti hai.Is Sab karun se Android phone hang hone lagta hai.To Aap Sidhe samjh gye hone Jis app ka use nhi ho us app ko delete kar de.Isse aapka smart phone safe rahega 



Step 6. Reset Your phone-   Jab Aapke Android kafi Fhas raha hai ya Hang ho raha hai to aap ek bar Apne Android phone ko reset kar de.

Step 7. Social Web browser- 


 Android phone me sabse jada berry low hone ka karun social web browser hota hai.Aap sabhi apne smartphone me Google chrome, firfox, ya uc browser jarur use karte hai.To agr aap Internet Use nhi kar rahe ho to aap us browser ko off kar de,Isse Aapke Android phone ki bettry low hone se bachegi or aapka mob safe rahega.

Step 8. Screencard ka Istmal Kare-

  Aap apne Android Ka screen safe rakhne ke liye apne smartphone par Screencard laga kar apne phone ki screen ko karab hone se Bacha sakte Hai.

Step 9. Phone start hone ka wait Kare- 



jab aap phone ko open Karte hai tab usi processing lene lagti hai jime aapko kuch time ke liye wait karna hota hai.To jab tak pura processing na complete ho tab tak wait karna chahiye.

Step 10. Apps Internal store me install na kare- 

Jab aap koi Bhi apps ko apne phone me install karte hai to aap apne phone ki RAM par Bhi Dhayan de.jada app installed karne se Aapke phone ki RAM full ko jayegi jisse aapko phone use karne me kafi Paresani hogi.Isliye Aap apne smartphone ke RAM ke hisab se App install kare.Aap SD card me Bhi install kar sakte hai.


Ye Bhi Padhe. Google Chrome Browser Ki Speed Kaise Fast Kare

To Dosto Maine phone ko safe rakhne ke 10 tips bataya hai.Ummed karta hu aapko meri ye post Pasand aayi hogi Agr aapko post Pasand aayi ho to comment karke Jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form