Blog Ke Liye Template Download Karne Ki Top 7 Websites

Blog Par traffic badhane ka sabse accha tarika hota hai blog ka template(Themes).Ham apne blog ko jitna accha se desine karenge vistor ko hamara blog utna caccha lagega or vistor hamare blog/website par aana jada pasand karenge.Isse phle maine apne post me bata chuka hu blog par template kaise upload karte hai/change karte hai.Mai Is post me aapko Blog ke liye Template download karne ke liye top websites ka nam batane wala hu jaha par aap apne man pasand ka template(Themes) Download kar sakte hai.Aapko Waha par SEO friendly,Mobile friendly template(themes) Aasani se mil jayege.Aap Apni Man pasand ka template download kar apne blog/website me laga sakte hai.To chaliye Dekhte hai blog ke liye template download karne ki top website kon sa hai.

Blogger Blog Ke Liye Template Download Karne Ki Top 7 Websites

Mai Aapko kuch yese Website ka nam batane ja raha hu jaha par aap free template(themes) download kar sakte hai.To chaliye dekhte hai.
Blog-ke-liye-template-download-kaha-se-download-kare
Blog Ke Liye Template Download Karne Ki Top 7 Websites

1.Gooyaabitemplates-

Ye sabse acchi website hai template download karne ki Aap yaha par Seo friendly template download kar sakte hai.Is website me aapko Seo ready,Ads ready,Responsive Ye sabhi template aapko yaha free me milenge,Aapko bas meta tag add karna hai.Google search engine bhut jaldi Aapke blog ko index kar lega.

2.New Blogger Themes-


Aap is website par seo friendly template download kar sakte hai.Is website par aapko sabhi new template milegi.Lagbhag sabhi template me aapko social share button,or template ka accha desine hoga.


*Blog Ke Template Ko kaise Change Karte Hai


3.Spicy tricks-

Aapko is site par Magazine,cars,social sharing,i phone,apps ke liye Full responsive template mil jayegi.Aap yaha jis topic ko lekar blogging kar rahe hai yaha par aapko un sabhi topic se reletiv template milega.


4.Theme Forest-

Is website par Aapko free template ke sath sath pair template bhi milega.Agr aapke pass paysa hai agr aap chahe to yaha saste me Apne blog ke liye Accha template le sakte hai.

5.My Blogger themes-

Agr aapko template ke right side me 1 2 3 4 colume chahiye,To aapko is site par 4-4 Coulum support template mil jayega.

6.Sora template-

Ye site bilkul gooyaabitemplate ki jaisi same hai.Is site par aapko free  template mil jayege.Agr aap apne blog/website ke liye stylist template downoad karna hai to aap is site ko ek bar jarur check kare.

7.Best Blogger Template-


*Blog Post Ke Liye Photo/Image Kaha Se Download Kare



Is site par aapko responsive template milegi.Agr aap apne blog/website ke liye fast loading template download karna chahte hai to aap is site se downlod kar sakte hai.blog ke liye fast loading template ka hona bhut he jaruri hota hai.Fast loading hone wali site ko he vistor jada pasand kate hai.

Note- Hamesa blog par seo friendly template ka istmal kare.Seo friendly template ke sath sath fast loading template bhi jaruri hai.Aur aapke blog ka template mobile friendly hona bhut jaruri hai,Mobile friendly ka matlv Aapka blog mobile me acche se khule.To template download karte time is bato ko jarur dhayan rakhe.



Is post me maine aapko blog ke liye  template download karne ki top 7 website ke bare me bataya hai.Mujhe Ummed hai Aapko Is sabhi site par aapka man pasand template mil gya hoga.Agr aapko meri post Pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form