Blog Ke Template Ko Change/Upload Kaise Kare

Hello friend,Aaj ham batane wale hai blog ke template ko change/upload kaise kare.Hap blogger par blog banane ke bad bhut mehnat se ek post likhte hai,Post ko publish karne ke bad koi bhi vistor hamare blog par nhi aata hai.Jab ham Itna mehnt karte hai uske bad koi bhi vistor hamare blog par nhi aata hai to ham niras ho jate hai.Iska ek karun hota hai blog ko template ko acche se desine karna.Hamre blog ka template SEO Friendly hona chahiye,taki koi bhi vistor google par koi bhi post search kare to hamara blog slow ho,jisse hamare blog ki traffic bhi badhegi.To chaliye dekhte hai blog ke template ko kaise change ya upload karte hai.

blog par new template kaise upload kare
Blog Ke Template Ko Change/Upload Kaise Kare

Blog Ka Template Kaise Hona Chahiye

Blog ke template ko kaise change kare.Blogger ne phle se bhut sare free themes de rakhe hai jiska use ham free me kar sakte hai.Par vo sab template bhut purane ho chuke hai.To hame apne blog par SEO Friendly,Mobile Friendly And fast loading template ki jaruat padhti hai.Aap Goyabitemplate.com ki site se jakar SEO friendly template download kar sakte hai.Aapko waha bhut sare mobile friendly template mil jayenge,Aap apni man pasand ka teplate ko blog par upload/laga sakte hai.Blog Sirf XML file ko support karta hai.Aap jo template download karte hai wo ZIP Me hoga use Xml me convert kaise kare,Iske bare me aap niche padh sakte hai.

Blog Ka Template Kaise Change Kare

step 1. Sabse phle aap blogger.com se apna blog login kare jiska template aap change karna chahte hai.

step 2. Ab Template Par Click Kare.
Blog Ke Template Ko Change/Upload Kaise Kare
Blog Ke Template Ko Change/Upload Kaise Kare


Step 3.Backup/Restore par click kare.

step 4.An ek new Window Open hoga.
Blog Ke Template Ko Change/Upload Kaise Kare
Blog Ke Template Ko Change/Upload Kaise Kare


1.Aap apna template upload/change karne se phle Download Full Template par click kar apna purana template download kar le.Agr aap new template upload karte hai,Agr new template me koi bhi problem Aayi ho to ham purana template ko upload kar sakte hai.

2.Ab aap apna new template upload karne ke liye choose file par click kare,uske bad apna XML template ko select kare.Aap yaha Xml file ko he upload kar sakte hai.Maine upar bataya hai Blogger Template ko zip file se xml me kaise karte hai.


3.Template select karne ke bad Upload ki button par click kare.

Ab aapka naya template upload ho chuka hai.Ab aap apne blog par jakar apna new template ke desige ko dekh sakte hai.I hope aapko ye post kafi acchi lagi hogi.Agr aapko meri post Pasand Aayi ho to hame comment karke jarur bataye.


2 Comments

  1. Mobile friendly template lagane ke bad mobile me blog sahi se open kyo nahi hota
    View web version me sahi show hota he aisa kyo

    ReplyDelete
  2. Han Aisa ho jata hai .Aap apni blog ke liye badhiya Seo friendly Template use kar apne blog ko Seo friendly Bana sakte Hai.Aap seo friendly template ko laga kar use acche se edit kare

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form