Is Article me ham aapko baat karte hai,Blog ki har ek (sabhi) post me search description kaise enable kare.Search description hamare blog ke liye bhut he importent hai.Search description SEO ke liye bhut jaruri hai.Blog me search description add karna bhut he jaruri hota hai,Agr ham apne blog me search description nhi add/enable karte hai to Koi bhi vistor hamare blog ke post ko click nhi karta hai,kue ki Search description add karne se hamare blog ka koi bhi post ka tittle jab google search me show karta hai to us post ke tittle ke thek niche hamare blog post ka description bhi show karta hai.To vistor in bato ko bhi dhayn se padhta hai jab use description ko padhkar samjh aajati hai ki es post me kya hai,Tab koi bhi vistor hamare blog post par click kar hamari post ko read karta hai.To aap ye sidhe sidhe samjh gye hone search description kitna importent hai hamare blog ke liye.
Read more..
*Blog post Ka Permalink Ko Kaise Change Karte Hai
*Bloggr Template Ke Zip File Ko Xml Me Kaise Badle
*facebook se blog ki traffic kaise badhaye
Search description kya hota hai,ye blog ke liye kue jaruri hai?
Maine upar bhi bataya hai,blog ke liy search description kue jaruri hai.Google me jab koi bhi vistor hamare site se reletiv koi bhi jankari search karta hai,to google hamare post ko google me show karata hai,sath he sath search description add karne se hamare post tittle se niche 3-4 line me hamara description show karata hai,jisse vistor ko samjhne me aasani hoti hai.Jab koi bhi vistor ko hamari post search me dikhri hai to vo post ke niche ka bhi word padhta hai.To jab us vistor ko us post ke reletiv kam ki jankari milti hai tab vo vistor hamare post par click karta hai. Blog ki har ek post me search description enable karne se hamare blog ki traffic bhi google search se Aati hai.Google search se hamare blog par traffic Aana kitna jaruri or usefull hai lagbhag sabhi blogger ko acchi se pata hoga.To dosto aap samjh gaye hone.To Ab chaliye dekhte hai search description kaise enable kare.
Blog Post Me Search Description Kaise Enable Kare
Blog ke sabhi post de search description enable karne ke liye aapko phle blog ki setting me jakar search description ko on (enable) karna hoga,uske bad aap apne blog post me search description enable kar sakte hai.
step 1. Apne blog me dashbord me setting me jaye,uske bad search performance par click kare.
step 2. search performance par click karne ke bad meta tags description ke samne edit ka option hoga uspar click kare.
step 3. Ab next page me aapke samne ek box open hoga.
1.yes par click karna hai.
2. Ab aapko is box me apne blog ke bare me 150 word me likhne hai.Aap apne blog par kis topic par post likhte hai wo details me likhna hai.
3. Description likhne ke bad Save change par click kar de.
step 4. Ab aap apne blog post edit kare,Right side me aap ab dekh sakte hai search description ka option dikhae dega.Ab aap es box me apne post se reletiv top keyword ka use kar sakte hai,jisse aapke post ko google search me Acchi ranking milegi.
Note- Agr aapke blog ke post me abhi bhi search description ka option nhi aaya hai to aap tensan na le aapko apne blog ke template me bas ek code ko add karna hoga.jo mai aapko niche bata raha hu.Aap step ko follow kare.
Blog Post Me Search description ka Option Nhi Aaya To Kya Kare?
step 1. Aap apne blog ke Dashbord me jaye template par click kare,edit HTML par click kare.
step 2. HTML par click karne ke bad aap CTRL+F Dabakar search kare.
step 3. Ab Niche diya gya code ko copy kar ke niche past kar de.uske bad save template par click kare.
Read more..
*Blog post Ka Permalink Ko Kaise Change Karte Hai
*Bloggr Template Ke Zip File Ko Xml Me Kaise Badle
*facebook se blog ki traffic kaise badhaye
To dosto ab aap dekh sakte hai aapke blog ke har ek post me search description ka option show ho raha hoga.Agr aapko Is post se reletiv koi bhi Question puchna hai to aap comment kar puch sakte hai.
Tags
Blogger triks