Blog Post Ko Publish Karne Se Pehle 7 Bato Ka Rakhe Dhyan

Is Article me ham aapko batane wale hai blog post ko publish karne se phle kin bato ka hamesa dhyan rakhna chahiye.Jab ham koi bhi post likhne ke bad use publish kar dete hai,Tab jab hamari post ko google me accha ranking nhi milti hai,Jab hamara post google serach me top par nhi Aa jata hai Tab hame kitna dhuk hota hai.Sabhi log blog post likhne me kafi mehnat karte hai.Kadi mehnat karne ke bad bhi kuch log blog post likhne time kahi na khi koi galti jarur karte hai,jis galti ke bare me blogger ko pata nhi chahta hai.Jab blog post likhne ke bad jab us blogger ka blog post google search me index nhi hota hai tab kitna bura lagta hai,Ye bate un blogger ko acche se pata hoga jinke sath yesa hua hai.
Blog-Post-Ko Publish-Karne-Se-Pehle-7-Bato-Ka-Rakhe-Dhyan
Blog-Post-Ko Publish-Karne-Se-Pehle-7-Bato-Ka-Rakhe-Dhyan

Agr aapke sath bhiAisa hua hai to aap tensan na le ham is post ko aapko batane wale hai ''Blog Post Ko Publish Karne Se Pehle Kis Bato Ka Dhyan Rakhna Chahiye''.

Blog Post Ko Publish Karne Se Pehle Kis Bato Ka Dhyan Rakhe

Jab aap new post likhte hai tab sabse jada importent hota hai vo ''SEO'' Jab aap new post likhte hai tab post likhte wakt aapko seo ke kuch rule ko follow kar post likhna hota hai.Agr aap seo ke rule ko follow kiye bina post karte hai tab aapke post ko google search me acchi ranking nhi milegi.Aapka post google search ke top me nhi Aasakta hai.
Google search me blog post ko lane ke liye hame jada jaruri hai post ko sahi se likhna.Blog post ko google search top ranking par lane ke liye aapko blog post ko publish karne se phle kuch bato ko dhyan rakhna hoga.

1. Post Tittle- 

Ye sabse jaruri hai.Jab aap blog post likhte hai to uske post tittle ko post se reletiv yesa likhe ki koi bhi vistor post tittle ko dekhte to use post ko read karne par mazbur ho jaye.Blog post ke tittle ko hamesa seo friendly likhe.Post tittle likhte wakt ek bat ka hamesa dhyan rakhe post tittle me ek word bar bar repeat na kare.

2.Intersting Topic Par Post Likhe-

kuch log yesa karte hai ki jo man chaha vo post likh kar publish kar dete hai.Jis karun us post se un blogger ko acchi vistor nhi aati hai.Kue ki aapne jis post ko publish kiya hai,jUs post me koi bhi yesa intresting bat nhi hai jisse vistor padhne ke liye mazbur hota hai.

Jab kahi bhi post likhe to ek accha intresting topic ko select kare,Or us topic par he post likhe.Post likhte wakt post ki writing,paragraph is sab ka hamesa dhayn rakhe.Isse aap apne apne vistor ko blog post par aane ke liye mazbur kar sakte hai.

3. Post Likhne ke Bad Check Kare-

 Jab aap blog post likhne ke bad use publish kar dete hai,To isme aapki sabse badi galti rahti hai.Aap ye nhi dekhte hai ki hamare blog post me kitni badi galti ho gai hai post ko likhne me jisse agr koi bhi vistor hamare post ko read karta hai to use post me kya likha hua hai ye samjhne me badi problem hoti hai,Jisse wo visstor hamare blog par dubara nhi aana chahta hai Jis karun aap vistor ko apne blog se gawa dete hai.

To post ko likhne ke bad ek bar acche se chek kare hamare post me kahi koi galti to nhi hai.Puri post ko check karne ke bad jab aapko ye lage ki post thik hai tab aap use publish kare.

4.Keyword Par Focus Kare-

 Blog post me keyword ka sabse bada roal hota hai.Jab aap post likhte hai to blog post me mane keyword ko jada se jada use kare,Jisse aapki post ko google me acchi rank milegi.Post me upload picture ko me bhi aap keyword ka istmal kare.

5. Blog Post Me Categories Ka Use Kare-

 Jab aap blog post likhte hai tab aap jis topic par post likh rahe hai us topic par aap categories add kare.Aap apne alag alag topic ke post par alag alag categories/label ka use kare,Isse jab koi bhi vistor aapke blog ko read karega tab use apne kam ki chez aapke blog me jo label hai use vo dekh kar apni post ko Aasani se padh sakta hai.

*Blog Ki Post Ke Liye Label Kaise Use Karte Hai

6.Permalink Ko Short Kare-

Premalink bhi bhut importent part hai SEO Friendly post likhne ke liye.Jab aap post likhte hai to us post ka tiitle se ke permalink ban jata hai.Jisme aap permalink me mane keyword ko use kar post ko google search me la sakta hai.Permalnk ko short karna bhut jaruri hota hai.Agr aap blog post ke premalink ko edit karna nhi jante hai to aap is post ko jarur padhe.



7.Description-

Ye bhi SEO ka kafi importent hissa hai,Blog post ko google search me lane ka or ek accha post likhne ka.Jab aap post likhte hai tab post ke side me ke description box hota hai.Isme aapko apne blog se reletiv keyword dalna hota hai,jise log google par search karte hai.


To Dosto maine ye kuch bate bataya hai blog post ko publish karne se phle in bato ka jarur dhayan rakhe.Agr aap is bato ka dhayn rakhte hai to aapki post dikhne me acchi lagegi.Sath he sath aapka post google search me top par aayega,Jisse aapki vistor bhi badhegi.
Agr aapko meri ye post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form