Internet Ki Speed Kaise Fast Kare
Is post me ham aapko batane wale hai computer ki internet speed kaise badhate hai.Jab ham computer k use karte hai kisi kam ke liye to jab computer me internet ki speed kafi slow hoti hai.Tab hame kitna paresani ka sammna karna padhta hai.Kya aapke sath bhi yesa hua hai kya,Kya aap bhi internet ki slow speed ko lekar paresan hai kya.Mai is post me aapko internet ki speed badhane ke bare me batane ja raha hu,Agr aap ise follow karte hai to aap bhi apne internet ki speed badha sakte hai.
Computer Me Internet Ki Speed Kaise Badhaye 5 Triks |
Computer Me Internet Ki Speed Kaise Fast Kare
step 1. Modem Ko Check Kare-
Internet ki speed slow hone ka ek karun modem bhi hota hai.apka modem kahi purana hoga is karun bhi aapka internet kafi slow kar karta hoga computer pe.Agr aapke computer me internet ki speed kafi slow chal rahi hai to aap other laptop/computer me modem ko use kar dekhe,agr us computer me bhi internet ki speed kafi kharab hai to aap us modem ko change kare.
step 2.Apne Computer Me Antivirus Ka Istmal Kare-
Aap apne computer me antivirus ka use kare,Jab ham computer me kafi work karte hai,internet ka use karte hai.Jada internet use karne se bhi hamare computer me virus challi jati hai,Jis karun computer ki speed slow hone ke sath sath hamare computer par internet bhi slow chalne lagta hai.Isliye Apne computer me ek accha antivirus ka use kare,or apne computer ko scene karte rahe.Isse aap internet ki speed badha sakte hai.
step 3. Update Internet Browser-
Coputer me internet ki speed slow hone ka sabse bada karun web browser ko bhi mana jata hai.Aaj kal sabhi browser lagatar update hoti ja rahi hai.Agr aap apne computer me abhi bhi purana web browser ka istmal kar rahe hai to aap use turant update kare.Update kar aap apne computer ki speed badha sakte hai.Aaj kal bhut sare log laptop/pc par jada se jada google chrome ka use karte hai y lagatar update hoti hai,Aap is baro ko dhayan rakhte hue ise update kare.
step 4.Change Computer Network Card-
Agr aap apne computer me wirless network ka istmal kar rahe hai or aap ne apne coputer/laptop me wirless network card lagaya hua hai,To aapke internet ki speed slow hogi.Agr aap laptop ka use kar rahe hai to aap wirless wali network he use kare laptop me iski speed fast hoti hai.
step 5.Modem Ke Pass Koi Electronic Device Na Rakhe-
Agr Aap laptop/computer me modem ka istmal kar internet ka use kar rah hai to ek bat ka dhayan rakhe aap apne modem ke pass se electronic device ko hata de.Ye electronic magnatic readiction nikalti hai jisse hamara internet kafi slow ho sakta hai.So computer ki internet speed fast karne ke liye is bato ka dhayan rakhe.
ye bhi padhe.
Computer ki internet speed fast karne ka 5 tarika-
*Modem ko Acche se check kare.
*Apne computer me Antivirus ka istmal kare.
*Internet browser ko hamesa update karte rahe.
*change network card
*Modem ke pass koi electronic device na rakhe.
To dosto ab finnely ab aap dekh chuke ho computer ki internet speed kaise badhate hai.Agr aapko meri post pasand lagi ho to hame comment karke jarur bataye.