Google Chrome Browser Ki Speed Kaise Badhaye 5 Triks

Is post me ham Google Chrome browser ki speed kaise badhaye is topic par bat karenge.Google Chrome browser kitna poplur browser hai aap ye to jante honge.Google Chrome Browser pc/latop me sabhi log use karte hai,Yaha tak ki Google Chrome Browser sabhi Android phone me phle se he diya gya rahta hai.Google chrome browser bhut he acchi browser hai ye kahi speed chalti hai,par jada se jada use karne ke bad iski speed kafi slow ho jati hai.

To agr aapka browser bhi kafi slow kaam karta hai to mai is post me apko ek yesa tips batane ja raha hu,Jisse aap google chrome browser ki speed kafi badha sakte hai.

Google Chrome Browser Ki Speed Kaise Fast Kare

Agr aap apna google chrome browser ki speed ko fast karna chahte hai to aap hamri kuch simple se step ko follow kare.Aap hamari step ko follow kar aap apni browser ki speed ko badha sakte hai.
Google chrome ki speed kaise badhaye


step 1. Plugins Ko Disable Kare-
Plusgins google chrome me kafi jaruri hoti hai,But isse google chrome ki speed kafi slow ho jati hai.Isliye Unwanded plugins ko disable kar de,Ya use remove kare.
Plusgins ko remove/disble karne ke liye setting>>Extnsions me jaye.Agr aapk plusgins ko remove karni hai to dustbin wala button par click kare,Ya Disble karna hai to use unmark kar de.


*Computer Ka Login Background Kaise Change Kare

step 2.Browsing Data Ko Hamesa Clear Kare-

Jab aap google chrome browser ko jada se jada use karte hai to usme aapke dwaya search kiya gya chez ka history aapke browser me save ho jata hai,Jis karun google chrome browser ki speed slow ho jati hai,To google chrome browser ki speed ko fast karne ke liye Aapke dwaya search kiya gya history ko browser se Remove ya delete kar de.

Browser ki data clear karne ke liye aap setting par click kare,Uske bad History par click kare,Uske bad clear browsing data par click kare.


step 3.Resource Prefetcher Ko enable kare-



Agr aap internet ki speed ko incress karna chahte hai to aap Google chrome browser me resource perfetcher ko unable kar de.Isse Aapki browser ki speed badhegi.Iske liye aap google chrome ki setting me jaye,show advance setting par click kareAb aapke samne ''prefetch resources to load page more quickly'' ke samne ke box par thek kar de.

step 4.Themes-

Google Chrome browser ke background me aap koi bhi jada se jada mb ka themes na lagaye,Google chrome browser ke background themes change karne se bhi google chrome browser ki speed slow ho jati hai,So browser ka background isdam simple colour/themes rakhe,Isse aap google chrome browser ki speed incress kar sakte hai.


Read.Google Chrome Browser Ka Background Themes Kaise Change Kare

step 5.Remove Google Chrome Apps-

Google chrome mai installed kiya gya app automatic run karta rahta hai Aap apne mutabit ise remove/detele kar google chrome ki speed ko badha sakte hai.Iske liye aap google chrome me upar adress bar me type kare chrome://Apps uske bad inter kare,Ab aapke samne bhut sare apps Aajayege aap jis remove karna chate haui Uspar Right click kare,uske bad remove to chrome par click kare.Ab aapke google chrome ki speed phle se kafi fast ho chuki hogi.



To dosto aap google chrome ki speed badha chuke honge.Agr aapko meri post pasand aaye to aap hame comment karke jarur bataye.Is post ko aap apne friend ko facebook,google plus se share bhi kar sakte hai,Niche diya gya share button par click kare or share kare.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form