Hello blogger,Aaj ham is post Me Aapko batane wale hai Blog (Website) Me Live Traffic widget kaise lagate hai.Agr aap apne blog ki traffic badhane ke liye khub mehnat kar rahe hai.Agr aap janna chahte hai ki hamare blog (website) par kitni traffic Aarahi hai,Ya kitne log hamare blog par abhi online hai uski jankari Aapko Aapke blog par live traffic Counter ke jariye Aapko mil jayegi.
Live Traffic Widget Blog Me lagane Se Ham Blog Par Aarhe Vistore Ko Track Kar Sakte Hai,Usski Counting Kar Sakte Hai.Live Trffic Ko Ham Online Traffic Feed Bhi Bol Sakte Hai.Mai aapko ek website ke bare me batane wala hu jis website par aap visit kar waha se link copy kar aapko apne blog me html java widget me past karna hai,Uske bad aap apne blog par active vistore ko dekh sakte hai.To chaliye dekhte hai blog par live traffic kaise lagate hai.
Read * Google Adsense Ka Only Responsive Size Kaise Show Karate Hai
* Google Adsense Par Multiple Gmail Account Kaise Add Kare
Read * Wapka Website Me Online Traffic/Vistore Counter Kaise Lagaye
Ye Bhi Padhe.Blogger Blog Me Worldpress Jaisa Comment Box Kaise Lagaye

Blog Par Live Traffic Feed Kaise Lagaye (How To Add Live Traffic Feed On Blog )
Jaisa maine upar bataya hai live traffic blog me lagane ke liye hame ek website par jakar code copy kar blog par lagana hai.Aap supercounter.com ki site ko open kare,Our hamari step ko follow kare.
Step 1. Sabse Phle Aap Supercounters.com site par jaye.
step 2. Ab Aapke samne ek window open hoga jisme aapko bhut sare option honge,Yaha par Aapko online counter par click karna hai.
Read * Google Adsense Ka Only Responsive Size Kaise Show Karate Hai
* Google Adsense Par Multiple Gmail Account Kaise Add Kare
step 3. Ab Aapke samne ek new window open hoga.
1. Image Par click kare.
2. Submit ki button par click kare.
Read * Wapka Website Me Online Traffic/Vistore Counter Kaise Lagaye
step 4. Ab aapke samne ke html code Aayega jise aap copy kar le.
Blog Me Code Kaise Add Karee
Step 1. Ab Blogger.com se blog open kare.Dashbord me jaye,Layout par click kare.
Step 2. Ab Add Gadget par click kare,uske bad html/java cript par click kare or copy kiya gya code past kare.
Ab Finnely aapke blog me live traffic widget/feed lag chuka hai.Ab Aap Apne Blog Par Online(Live) Traffic Dekh Sakte Hai..
Ye Bhi Padhe.Blogger Blog Me Worldpress Jaisa Comment Box Kaise Lagaye
*Blog Me Comment Policy Massage Kaise Add Kare
* SEO Tips- Blog/Website Ko Google Search Engine Me Top Par Kaise Laye
* YouTube Par Create Commons Video Kaise Upload Kare
* Blog Me Keyword Ranking Check Karne Ki 5 Website
* SEO Tips- Blog/Website Ko Google Search Engine Me Top Par Kaise Laye
* YouTube Par Create Commons Video Kaise Upload Kare
* Blog Me Keyword Ranking Check Karne Ki 5 Website
I hope dosto aap aapko puri jankari Acche se de paye hai.Ummed karta hu aapko meri post pasand Aayi hogi.Agr aap meri post ko like karte ho to hame comment karke jarur bataye or is post ko share bhi kare.