Computer Ya Laptop Me Video Wallpaper Kaise Lagaye


hello dosto,Aaj ke is post me ham aapko computer ke ek aise tricks ke bare me batane ja rahe hai jisse aap koi bhi video ko apne computer ya laptop ke background me laga sakte hai.Is post me aap jange ki computer ya laptop me video wallpaper kaise set karte hai.
Computer-Laptop-Me-Video-Wallpaper-Kaise-Lagaye

Computer me video wallpaper ko lagane ke liye aapke computer me VLC Media player ko hona bhut jaruri hai,Aap is media player ki help se video wallpaper ko laga sakte hai.

Video Wallpaper Kaise Lagaye Computer Ya Laptop Me

Video wallpaper lagana bhut he simple hai iske liye bas aap hamare kuch step ko follow kare.

step 1. Sabse pahle aap apne computer me VLC open kar usme koi bhi video play kare.




step 2. Jab koi bhi video play ho uske bad upar video ke option par click kare,uske bad set us wallpaper par.
Computer-Laptop-Me-Video-Wallpaper-Kaise-Lagaye


To dosto is Tarah aap apne computer me video wallpaper ko laga sakte hai.Agr aapko meri post pasand Aayi to hame comment karke jarur bataye.



Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form