Aaj ham aapko batane wale hai Video Blur Kaise Kare.Aap sabhi log Kuch is tarah ke video ko dekhnge honge jisme kuch aisa part hota hai jo blur dikhta hai,blur matlv dhundla dikhai deta hai.Agar aap youtube ka istmal karte hai to aapne youtube par bhut sare aise video dikhe honge jisme kuch Aisa part dikha hoga jiske background blur kiya gya hoga.Aapne kabhi ye socha hai ki vo log video ko blur kyu kiya hai.Youtube channel wale apne video ki kuch importent part ko hide karne ke liye video blur kar dete hai.
Video ko blur karna bhut he simple hai.Video blur karne ke liye aapke pass camtasia studio ka hona bhut he jaruri hai.Sabhi youtube use camtasia studio ka istmal karte hai.camtasia bhut he accha software hai jisse ham video edit,video blur,video screen record our bhi bhut sare function ka use ham kar sakte hai.To Chaliye dekhte hai Video Ko Blur kaise kiya jata hai.
Video Blur Par Kaise Kare
Video blur karne ke liye Aapke pass camtasia studio ka hona bhut jaruri hai,Agar aapke pass nhi hai to aap google se download kare.Camtasia Se video par blur kaise kare iske bare me mai batane wala hu aap hame step by step follow karee.
Step 1. Sabse Pahle camtasia studio ko open kare.
1. Import Media par click kar video ko select kare.
2. Ab video ko drag kar niche ke track par rakhe.
1. Callouts Par Click Kare.
2. Ab Niche ka Aero par click kare.
3. Ab aapko blur par click karna hai jaisa ki image me diya gya hai.
1. Ab aap video me kaha par blur ko set karna chahte hai aap use apne hisab se Arjust kare.Blur ko set karne ke liye aap uske kinare ko upar niche,Aage piche kar sakte hai.
2. Jab aapke video ko blur set ho jaye to aap product and share par click kar video ko save kar sakte hai.
Is tarah aap jab chahe kisi bhi video ko blur kar sakte hai.i hope aapko meri post jarur pasand aayi hogi.Agar aapko meri post acchi lagi ho to hame comment karke jarur bataye.
Tags
Computer
ooo Kya post hai dekh kar maza aa gaya. mAI IS POST KO KAB SE DHUND RAHA THA LEKIN AAPNE IS POST KO PUBLISH KIYA ISKE LIYE BAHUT BAHUT THANKS.............
ReplyDeleteooo Kya post hai dekh kar maza aa gaya. mAI IS POST KO KAB SE DHUND RAHA THA LEKIN AAPNE IS POST KO PUBLISH KIYA ISKE LIYE BAHUT BAHUT THANKS.............
ReplyDeleteBadiya information hai..
ReplyDeleteThanks Shubham Gupta
ReplyDelete