1 Uc Browser Me 2 Facebook Account Kaise Khole ???

Hello Dosto, mai vivek Raj mai Aap Logo Ko es Post Me Batane Wala Hu 1 UC Browser Me 2 Facebook Account Kaese open Karte Hai.Bhut Se Logo ka 2 Facebook Account Hota Hai Use Ek Sath Kholne Me Bhut Problem Hoti Hai.Lekin aap Es post Me ek Uc Browser Se 2 Facebook Account Khol Sakte Hai To Chaliye Sidhe Kaam Ki Baat Karte Hai.

Hame step by Step follow Kare..


Step 1.sabse phle Aap Apne Uc Browser Me Facebook Khol lijiye.
Step 2.ek or page me aap serch kare www.hideme.me serch kare jaesa ki Aap photo me Dekh Rahe Hai.
Ab hideme ki sit ko open kare.

Step 3.ab aapko ek serch box dikhae dega jisme Aapko www.facebook.com
Type karna hai Jaesa Ki Aap Dekh Rahe.


Step 4. ab Goo Ki button Pe click Kare Ab Aapse New Facebook Account Login ka option Milega .usme Aap Koi Dusra Email or Password Dekar Login kar De.Ho Gya Aap 2 Facebook Use Kar Sakte Ho ......Enjoy....

To friends Kaesi Lagi Post comment Karke Zarur Btaye..

5 Comments

  1. bhai dobul wala nahi hoota serf page aata but nahi khultaa new pahle wala he aa jaata koi bhi fb id kholaa to

    ReplyDelete
  2. ek bar try to karo bhai khulta hai maine try liya hai aap ek baar kosis to karo

    ReplyDelete
  3. aap sabse Phle uc browser me koi Facebook account khole,uske bad www.haideme.me website par jaye jaisa Maine btaya hai oha serch Box Me aap Facebook serch kre or aap oha koi dusra Facebook account login kare hojayega.

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form