Computer Ya Laptop Par Window 7 Kaise Install Kare




Aaj Ke Post Ka Topic Hai Window 7 Install . Aaj Mai Aapko Computer/Laptop Par Window 7 Kaise Install Kare.Window 7 Ka Name Aap Sabhi Log Jarur Sune Honge.Window 7 Kafi Acchi Window Hai Ye Dekhme,Our Use Karne Me Kafi Accha Lagta Hai.Window 7 Kafi Easy Window Hai Iska Istam Karna Bhut He Easy Hai.Window 7 Install Karne Ka Tarika Bhi Kafi Accha Hai.Window 7 Install Karne Ke Liye Apke Pass Window 7 Ki Iso File Our Ek Bootable Pendrive Hona Bhut Jaruri Hota Hai.

Computer-Par-Window-7-Kaise-Install-Kare

Computer/Laptop Par Window 7 Install Karne Ke Bhut Sare Karun Hote Hai,Jis Karun Log Apne Computer Ya Laptop Ko Formate Kar Window 7 Ko Install Karte Hai.Aap Apne Computer Par Kisi Bhi Software Ka Istaml Window 7 Par Kar Sakte Hai.Bhut Sare Aise Software Hote Hai Jo Other Window Par Nhi Chalti Hai/Install Nhi Hoti Hai.Window 7 Par Aap Apne Computer Ke Sabhi Software Ka Istam Kar Sakte Hai.

Window 7 Kaise Install Kare

Agar Aap Computer/Laptop Par Window 7 Install Karna Chahte Hai To Apke Pass Window 7 Ki Bootable PenDrive/Bootable DVD Drive Hona Bhut Jaruri Hai.Agar Aapke Pass In Dono Me Se Koi Bhi Chez Hai Jo Aap Apne Computer/Laptop Par Window 7 Install Kar Sakte Hai.

Computer Par Window 7 Install Pendrive/DVD Drive Se Karne Ka Tarika Same He Hai.To Chaliye Window 7 Install Karne Ke Liye Aap Hamari Step Ko Follow Kare.


Step 1. Ab aap apne dvd DVD drives me Windows ki Cd dal de.Ab computer Ko Restart Kare.


step 2.Jaesa Hi vo restart Ho Aap turant Keyboard Se F10 Ya Delete Button Ko 2 -3 min ke liye Dabaye. 

Step3. Eske Baad Boot order menu me jakar DVD Room ko select Kare.Jaese Aap system khulne ke BAAD sidha DVD Room ko Hi Read Kare.

 Step 4 .Ye Setting Karne ke BAAD aap apna System ko restat kare.System Khulne ke BAAD aap ke screen Pe Windows ki loding file ka Icon Aayega Jaesa Ki Aap niche Screen Short Me Dekh Rahe Hai..
Computer-Laptop-Par-Window-7-Install-Kaise-Kare

Step 5. Eske Baad Ek Or windows Khulega Jesa ki Aap Dekh Rahe Hai.

Computer-Laptop-Par-Window-7-Install-Kaise-Kare
Esme Aapko language Or time zone select Karna Hai. Eske bad next button pe click kar de.Ab Ek Or Windows khulega.
Computer-Laptop-Par-Window-7-Install-Kaise-Kare
Step 6. install Now pe click kare.jaesa hi aap Install now pe click Karege ek or Windows Khulega jaesa ki Aap niche Dekh Rahe Hai.
Computer-Laptop-Par-Window-7-Install-Kaise-Kare
Step 7. Ab I Accept par click kare uske baad next button pe click kare.jaesa hi aap next pe click Karege Ek our windows Khulega. Jaesa ki app niche screen shot me dekh rahe hai.
Computer-Laptop-Par-Window-7-Install-Kaise-Kare
Step8. ab update pe click karke next button pe click kar de.Ab Jo agla Windows khulgi Usme aapko Hardisk ka Partian show hoga jaesa ki Aap dekh rahe hai.
Computer-Laptop-Par-Window-7-Install-Kaise-Kare
Step 9. Esme aapko C drive pe click karke next pe click karna hai.

Note....Agr Aab new Hard-disk me Windows Dal Rahe Hai to Aap apne hisab se Driver ke patisan Bhi Bana sakte hai.

Next pe click karte Hi aapka Windows ki file copy hona suru ho jayega Jaesa Ki Aap niche screen short me Dekh Rahe Hai.
Computer-Laptop-Par-Window-7-Install-Kaise-Kare

Step10. file Copy hone ke BAAD aapka system restart hoga .


 Read  * Computer/Laptop Par Window 10 Kaise Install Kare

         * Window Ki File Ko ISO File Me Kaise Convert Kare

           *  PenDrive Ko Multi Bootable Kaise Banaye 

            * Window Ki Product Key/Serial Key Kaise Pata Kare 

           

Step 11. 2-3 min wait karne ke BAAD ek or Windows khulgi jisme Aapko username or password dena hoga. Aap niche screen shot me Dekh Sakte Hai.
Computer-Laptop-Par-Window-7-Install-Kaise-Kare

Eske baad next pe click kar de.
Computer-Laptop-Par-Window-7-Install-Kaise-Kare

Step12 .Esme Aapko product key dalna hai eske Bad next pe click kar de.

Step13.  ab ek Windows nhi jisme Aapko ask me me late pe click karna hai.

Step 14.Eske baad ek or Windows khulgi jisme Aapko time zone sellect karna hai.ekke baad next pe click kar de.

Computer-Laptop-Par-Window-7-Install-Kaise-Kare

Esme aapko Home Natwork le click karna hai.

Ab 2-3 min ke BAAD aapka system start ho jayega. Aapne system me Windows Install Ho  chuka hai.Ab aap aasani se koi bhi pc/laptop me window 7 install kar sakte hai. 

To Dosto,Kaise Lagi Aapko Hamari Ye Post.Agar Aapko Is Post Me Kafi Koi Problem Ho To Aap Hamse Comment Karke Jarur Puche.Agar Aapko Meri Post Pasand Aayi Ho To Comment Kar Hame Jarur Bataye.


1 Comments

  1. window 7 ka serial no agar na pata ho toh kya karna chahiye? maine bakki sabb kuch kar liya hai bass serial no par aakar kuch nahi ho raha hai kyuki woh mujhe pata nahi hai.

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form