Blog (Website) Par Brocken Link Check Kare Ka Top 5 Website


Hello dosto,Aaj ham aapko batane wale hai blog (website) par broken link check kaise karte hai.Maine Apni pichli post me aapko bataya tha Blog/Website Me Broken Link Kaise Check Our Remove Karte Hai.Aaj ke post me 5 Aise website ke bare me batane wala hu jaha par aap apni blog ka broken link check kar sakte hai.

Blog-Website-Broken-Link-Check-Karne-Ki-Top-5-Website

Broken link ke bare me mai aapko pahle bhi bhut kuch bata chuka hu,fir bhi agar aapne meri pichli post nhi padhi hai to ai aapko broken link/dead link ke bare me apne reader ko batana chahta hu.Jab ham kabhi blog post me kisi dusri post ka link add karte hai our kabhi ham us post ka urk change karte hai ya blog post ko delete kar dete hai to wo ek link hamare blog me dusri post me rah jata hai jo broken link ban jata hai.


Broken link par jab koi vistor click karta hai hamari post ko padhne ke liye to use error 404 page not pound ka message show karta hai,Jo badi problem hai blogger ke liye.404 error page not found aane se vistore ko bhut problem hoti hai,Our vo vistor hamare blog par wapas aana nhi chahta hai.So hame broken link fix karna bhut jaruri hai.

Top 5 Website Website Broken Link Check Karne Ke Liye


Blog ko seo friendly banane ke liye blog se broken link ko remove karna bhut he jaruri hota hai.Agar aap apne blog ko google search engine me top ranking par lana chahte hai.to aapko apne blog se sabhi dead broken link ka pata kar use delete ya thik kar dena chahiye.Taki aapke vistor ko koi broblem nhi ho or aapke blog ki traffic badhe.

Mai online broken link checker tool ke bare me yaha bataunga.Jaha par aap apne blog ka url add kar blog me chipe hue sabhi broken link ka pata laga sakte hai our use remove kar sakte hai.

1.  Broken Link Checker

Ye Ek Aisi website hai jaha aap apne blog ka url dal kar blog me broken link ka pata kar sakte hai.Ye bhute he easy website hai iske bare me maine pahle post bhi kiya hua hai.
Blog-Website-Broken-Link-Check-Karne-Ki-Top-5-Website



2. Ded Link Checker

Ye blogger ke liye hai.Aapko yaha apne website me dead link ki puri jankari mil jayegi.Aapke blog me jitne bhi deadlink hai sabka pata yaha se kar sakte hai. Go To Website
Blog-Website-Broken-Link-Check-Karne-Ki-Top-5-Website


3. W3C Link Checker
Is website ki ek khasiyar bat ye hai ki aap jaha broken link ke sath sath apne blog par huye problem ka bhi pata laga sakte hai.Ye website aapko blog template ko lage readirection code ke bare me bhi bata dega. Go To
Blog-Website-Broken-Link-Check-Karne-Ki-Top-5-Website


Read More *Blog/Website Me Keyword Ranking Check Kaise Kare

               * Blog Ka Backlink Kaise Check Karte Hai

              * Blog Ko Google Search Me Top Rank Par Kaise Banaye Rakhe

4.  Free Links Checker

Free links checker aapko internal link ke sath sath brokelinks ke bare me bhi bata deta hai.is website par aap Asani se pata kar sakte hai kis post me proken link hai.Ye aapke site par expire external link ki bhi jankari deta hai.
Go Free Links Checker 

Blog-Website-Broken-Link-Check-Karne-Ki-Top-5-Website


5. BIC Broken Link Checker

Ye website aapko broken link ki saf saf information deta hai.Aapko yaha apne blog par dead broken link ki jankari Acche se mil jayegi.
Go BIC Broken Link Checker 

Blog-Website-Broken-Link-Check-Karne-Ki-Top-5-Website


To dosto Aap In Top 5 Website par jakar blog ke broken linkcheck kare.Broken link ka pata kar use thik kare,our blog ko perfect seo friendly banaye.aap apne website ke broken link ko delete kare.




I Hope aaapko ye post kafi pasand aayi hogi.Agar aap meri post ko link karte hai to plese hame comment karke jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form