Blog (Website) Me Broken Link Check Our Remove Kaise Kare


Hello dosto,Aaj ham aapko batane wale hai Blog (Website) Me broken link Check Our Remove Kaise Karte Hai.Sabse pahle to aapko broken link ke bare me janna jaruri hai.Broken link kya hai?Broken link se hamare website ko kya niksan hota hai.Mai aapko broken link ke bare me puri jankari dene wala hu jisse aap broken link check kar sakte hai,Our use remove/Delete kar sakte hai.
Blog-Website-Me-Broken-Link-Check-Our-Remove-Kaise-Kare

Broken Link Kya Hota Hai

To broken link kya hota hai ye jannte hai.Jaisa ki aapne apne blog par koi post publish kiya.Kuch time bad jab aap kabhi us post ka url link jise ham permalink karte hai use change karte hai,Ya kabhi kisi karun bas hamare apne blog se kisi bhi post ko delete karna hota hai.To usse jo link banti hai wo broken link hoti hai.

Broken link blog me rahne se jab koi bhi vistor hamare blog par visit karne aata hai to hamare dawara diya gya link par wo click karta hai to 404 page not found show karta hai jisse vistore ko us post padhne me problem hogi,kyu ki wo ek broken link hai jise ham dead link bhi bol sakte hai.Broken link blog me rahne se vo vistor wapas hamare blog par visit karne nhi aayega.To hame is problem ke bare me sochna chahiye,Isse hamre blog par gaat effect padhta hai our ham apne blog ki traffic ko bhi loss karte ja rahe hai.

Broken Link 2 Tarah ke hote hai 



1. Internal Link

Internal link ke bare me aap sabhi log acche se jante honge.Jab ham blog post me kisi dusri post ka link add karte hai to usse jo links banta hai wo internal link hoti hai.

2. External Link

External wo hoti hai jab kabhi ham blog post me kisi other website par visit karne ke liye us website ka link ko blog post me add karte hai,Ye external link hoti hai.

Broken Link Se Blog (Website) Ko Hone Wale Loss

Broken link blog me hone se hamare blog/website ko bhut problem hoti hai.Iske kuch loss hai jiske bare me ham aapko niche batane ke liye ja rahe hai.

* Broken Link Blog Me Hone Se Vistor jab us link par click karega to use 404 page not found show karega jisse us vistor ko wo post padhne me problem hogi.

* Ek Bar Aisa problem aajaye to koi bhi vistor hamare blog par wapas visit karne nhi aayega.

* Blog Ki Traffic kam ho jayegi.

* Google Search Engine me hamare blog ki ranking kam ho jayegi.

* Agar aap google adsense Apply karte hai wo aapko Adsense Approved Hone me problem hogi.

* Broken Link Se Blog/website ki speed slow ho jayegi.


To aap samjh gye honge ki.Broken link ya dead link kya hoti hai our ye kitne tarah ke hote hai,Our Broken Link Se Hamare Blog/Website Ka Kya Loss Hota Hai.Ab ham aage deknge Blog/website se broken link kaise remove karte hai,Ya Broken link kaise check kare.

Broken Link Kaise Check Kare



Broken Link check karne ki ek website hai jiske bare me mai aapko batane ja raha hu,Aap waha Asani se Blog me chipe hue broken link ka pata laga sakte hai,Our use delete kar sakte hai.

Step 1. Sabse pahle aap Brokenlinkcheck.com ki website ko open kare.

Blog-Website-Me-Broken-Link-Check-Our-Remove-Kaise-Kare


1. Yaha apne blog ya website ka URL Add kare.
2. Ab find Broken link par click kare.

Step 2. Ab aapke samne ek window open hoga.

Blog-Website-Me-Broken-Link-Check-Our-Remove-Kaise-Kare

1. Security code dale.
2. Find Broken link now par click kare.


Read * Blog Post Ke Liye High Quailty Keyword Kaise Research Kare

Step 3. Ab aapke blog me jitne bhi broken link hai uski list show karegi jaisa ki aap picture me dekh rahe hai.

Blog-Website-Me-Broken-Link-Check-Our-Remove-Kaise-Kare


1. Ab yaha aapke samne Aapke blog me jitne broken link hai sabhi show karenge.Ab aap us URL Par click kare.
2. Ab aap us post me pahuch jayenge Jisme broken link hai.
3. Ab aap apne post ke broken link fix kar sakte hai.



Is Tarah aap broken link check kar our use Remove/delete kar sakte hai.Broken Link pata kar aap apne post se us link ko remove kare jis link par 404 page not found show karta hai.404 page not found problem thik karna bhut jaruri hai.

To dosto i hope aapko meri post kafi acchi lagi hogi,Our is post se aapki kahi help mili hogi.Agar aapko meri post se help mili ho to hame comment karke jarur bataye,Our is post ko share bhi kare.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form