Hello Dosto Aaj Ham Aapko Batane Wale Hai Chaina Keypad Mobile Ka Lock Kaise Tode.Aaj Kal Phone Ki Security Kafi Jaruri Hai,lagbhag Sabhi Log Apne Phone Ki Security Ke Liye Phone Me Password Lock Lagaye Rahte Hai.Dosto Kayi Baar Aisa Hota Hai Ham Apne Keypad Phone Me Lock Lagaye Rahte Hai Or Ham Kisi Karun Bas Uska Password Bhul Jate Hai.Keypad Phone Lock Remove/Unlock Karne Ke Liye Hame Password Ki Jarurat Padhti Hai.Bina Password Ke Ham Us Phone Ko Open Nhi Kar Sakte Hai
Keypad Phone Ka Password/Lock Remove Kaise Kare Iske Bare Me Ham Complete Jankari Dene Wale Hai,Is Post Ko Padh Kar Aap Aasani Se Kisi Bhi Chaina Keypad Phone Ka Password Lock Remove/Pin Lock Remove/Phone Lock Remove Kar Sakte Hai.
Chaina Keypad Phone Ka Password Kaise Tode
Keypad Phone Ka Password Lock Todne Ke Liye Aapke Pass Computer Or Ek FlashTool_v5.1420.00 Ka Hona Bhut He Jaruri Hai,Agar Aapke Pass Ye Nhi Hai To Aap Google Se Aarm Se Download Kar Sakte Hai.
Step 1. Sabse Phle Aap Sp Flash Tools V5 1420.00 Ko Open Kare.
1. Formate Option Par Click Kare.
2. Ab Reset To Factory Default Option Par Click Kare.
3. Ab Last Me Ok Button Par Click Kare.
Step 3. Ab Aap Niche Dekh Sakte Hai Waiting Ka Option Show Karega.
Ab Apne Keypad Phone Ka Home Button Ko Press Karte Hue Data Cable Ke Jariye Computer Se Connect Kare.
* Mediatek Phone Ka FRP ( Factory Reset Protection) Kaise Remove Kare
* Xiaomi Redmi (Mi) Phone Ka Pattern Lock Kaise Tode
* Android Phone Ka Pattern Lock Read (Pata) Kaise Kare
* Jio Keypad Phone Me Software Kaise Dale
* Mediatek Phone Ka FRP ( Factory Reset Protection) Kaise Remove Kare
* Xiaomi Redmi (Mi) Phone Ka Pattern Lock Kaise Tode
* Android Phone Ka Pattern Lock Read (Pata) Kaise Kare
* Jio Keypad Phone Me Software Kaise Dale
Step 4. Bas Kuch He Pal Me Aapke Keypad Phone Ka Lock Remove Ho Jayega Or Aapke Samne Ek Green Icon Show Karega.
Is Tarah Aap MTK Ke Sabhi CPU Wale Phone Ka Lock Remove/Unlock Kar Sakte Hai.
I Hope Dosto Aapko Hamari Is Post Me Kahi Koi Problem Nhi Hui Hogi,Agar Aapko Hamari Is Post Me Kahi Koi Dikkat Ho Rahi Hai To Aap Hame Comment Karke Jarur Bataye.