Android phone ko hang hone se kaise bachaye

Hello Dosto, mai aaj Aap logo ke liye kuch usefull trick lekar aaya hu jisse Aaplogo ko kafi Madad milegi.es post me ham Janege ham Apne Android phone ko hang hone se kaise bachate hai.
Aaj kal sabhi logo ke pass Android phone hota hai.uske smartphone kbhi kbhi hang hone lagte hai or use pata nhi hota hai ki mera smartphone kue hang ho raha hai.aap es post ko padh kar Aap apna smartphone ko hang hone se rok sakte hai.To chaliye dekhate hai Android phone ko hang hone se kaise bachaye.

Android-Phone-Ko-Hang-Hone-Se-Kaise-Bachaye

Android Phone Ko Hang Hone Se Kaise Roke



Step 1) Running app

Android phone me bhut sare app hote hai to Hamare mobile ki running ko use karte hai  or hamre mobile ki RAM ko Bada dete hai jisse Hamara Mobile hang hone lagta hai.hame apne mobile ki running app ko hamesa chek karna chahiye.

Running app ko off kaise kare.

Sabse Phle ham setting me hate hai uske bad ham application par click karte hai.ab hame waha par bhut sare running app dikhe denge hame uske icon pe click karna hai jaesa Hi ham uspe click karte hai forcestop ka option aayega hame sabhi running app ko forcestop kar dena hai.ab aapki phone ki speed badh jayege.eske bad aap apna phone ko koi ek accha sa antivirus use karke use scen kare de.

Step 2) Application

Bhut mobile me bhut sare apps hote hai Jo hamesa on rahte hai jisse Hamara Mobile hang hone lagta hai.esliye hame application ko use karne ke bad use off kar dena chahiye.


Ye Bhi Padhe Android Phone Ki Internet Speed Kaise Badhaye

Step 3)Antivirus

Hame Hamare mobile ko virus se mukat karne ke liye hame ek accha antivirus ka use karna chahiye apne phone me jisse Hamara Mobile Me virus nhi hone ke karun Hamara Mobile hang nhi hota hai.

Step 4) internal memory

Kai baar Hamare mobile ki internal memory bhar Jane ke baad Hamara Mobile garam ho jata hai or FAS jata hai.esliye hame phone memory me thora space Bacha kar rakhna Chahiye.

Step 5) charger


Hame apne smartphone phone ko apne hi company ke charger se mobile charge karna chahiye, dusra chainig changer se mobile charge karne se Hamara Mobile garam ho jata hai or hang hone lagta hai.

Step 6) update mobile or software 

Hame apne mobile ko or software ko hamesa update karna chahiye.Kabhi Kabhi hamre mobile me purana software ke Wajah se Hamara Mobile hang hone lagta hai.Android Phone Ko hang Hone Se bachane Ke Liye Update karna bhut jaruri hai.



Ye Bhi Padhe  PNG Kaise Banate Hai

Step 7) jada app

Hame apne smartphone me jada app ko installed nhi karna chahiye. Jo app Hamare kaam hai hai use rakhna Chahiye or kam ke bad force stop kar dena chahiye, baki faltu app ko uninstall kar dena chahiye.jada app ki Wajah se hamra mobile hang karne lagta hai.

Agr aap en sab baato ko aap Dhayan me rakhte hai to aapka mobile garam or hang nhi hoga.

To Dosto mai aasa karta hu aapko meri ye post Zarur pasand Aae hogi.to Dosto comment kar hame Zarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form