Android phone ki bettry life kaise badhate Hai

Android mobile ka bettey life kaise badhaye



Hello dosto Aajkal sabhi logo ke pass Android phone hota hai.Wese to Android phon ki bettry koi koi mobile me 6-7 ghanta chalti hai.smartphone ka use bhut sare log internet, or mobile me movie video dekhne me laga dete hai jisse Bettey low hone lagti hai.Bhut sare log power bank ka use karte hai ,or bhut sare log bar bar apne phone ko Change me lagane lagte hai. Hamara adha se jada Dhayan Hamare phone me hota hai, ham jab ghar phuchte hai ya kahi Bhi hote hai to ham Hamara phone change me laga dete hai.yese me ham paresan ho jate hai. Agr aap log paresan hai to aap es post ko padh kar Aap apne smartphone ki bettry ko jada time tak use kar sakte hai. Bas aapko kuch step ko follow karna hai.

Step 1)  Dipaly ka brightness ko kam kare.
Agr aap apne phone ki display light 100℅ karte hai to aapki bettery jaldi loe ho jati hai .Esliye aap smartphone ki light ko kam rakhe,aap jab apne ghar me hote hai ya raat ko jab mob use karte hai to aap apni display light ki puri tarah kam kar de esse aapki bettery bachegi.



Step 2) live wallpaper.
Apne smartphone ki bettry ko bachane ke liye Aap simple picture ka use kare.live wallpaper hmare mobile ki bettry ko jada chalne nhi deti hai esliye live wallpaper use na kare.

Step 3) Bluetooth WiFi off karke rakhe.
Android phone me ham Bluetooth ka use file transfer or data ka use Internet chalane ke liye karte hai.jab ham Bluetooth or WiFi use karte hai to Hamare phone se ek wave nikalne lagta hai Jo Hamari smartphone ki bettry ko low kar deta hai esliye agr Bluetooth or WiFi use na ho to ese off kar de.


Step 4) multi tasking apps

 Android phone me ham ek sath bhut sare apps ko use karte hai.jisse bettry low hoti hai.home button ko 2 min tak ham press karenge uske bad Jo aoo use na kar rahe hai use off kar de hata de.

Step 5) use ke BAAD internet ko off kaede.
Internet Hamare bettry ko sabse jada khati hai.ham Internet use karne ke bad kbhi kbhi net off nhi karte hai to Hamare multi tasking me Jo app on rahta hai vo internet data Bhi khata hai or Hamari bettry ko Bhi low kar deta hai,esliye jab use naho to internet ko off kar de.

Step 6) App ko forcestop kare

 Hame apne Android phone ki bettry ko bachane ke liye hame apne phone me sabhi app ko bar bar forcestop kar dena chahiye kue ki Android phone ki Jo app on Rahti hai vo bettry khati hai.esliye na use hone wali app ko forcestop karte rahe.

 *Android phone ko virus se kaise bachate hai

*Android phone se paysa kaise kamaye

To kuch karun hai.jisse ham apne Android phone ki bettry life ko Bacha sakte hai.agr aapko Hamari ye post pasand aae hogi to comment kar jarur bataye

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form