Hello friends,Aaj mai Aaplogo ko Batane Wala Hu ham Apne smartphone me kaese pc ya laptop jaesa recycle bin use kar sakte hai.Dosto Lagbhag aap sabhi NE pc ya laptop use ya dekha hoga,usme screen pe ek glass type ka ek logo jaesa Bana rahta hai jiska Nam recycle bin hota hai.jab ham pc ya laptop me galti se koi file ya software ko delete kar dete hai to vo recycle bin me chala jata hai,or ham us recycle bin ko open karke dekhte hai to vo delete kiya gaya file ya software hame usme dikhae deta hai or ham usse vo chez badi aasani se nikal sakte hai.thik usi tarah Aaj Ham Apne Mobile phone me Computer Jaesa Recycle bin use kar ham Apne Mobile ka delete hua file ko wapas la sakte hai .Ye bhut Hi simpal Hai.Kabhi Kabhi hmari galtiyo ke karun hamse Kuch important file delete ho jata hai par aap tensan na le Es app ki Madad se ham ese Wapas la sakte Hai Eske liye Ham Dempster Nam ka App Mobile Me rakhna padega.
Android phone me recycle bin kaise Use kare.
Step 1) sabse Phle aap es like pe Click karke ye App dwnlod kar le .Ye App bas 6mb ka hai chota sa app hai.
http://www.9apps.com/android-apps/Dumpster-Recycle-Bin/
Step 2) Download karne ke BAAD ese install kare. installed karne ke bad Aapke samne Alag alag categories aayegi.
Step 3) hame sab ko select karke next pe click karna hai.
Step 4) Agr aapse koi v file delete hoti hai to aap use dumpster me jakar restore ka wapas ka sakte hai
*Bluetooth se internet WiFi connection kaise share kare