Apne Android phone ko CCtv camera kaise Banate Hai Hindi me


Hello Dosto es post me ham aapko Batane wale hai,ek Android phon ko kaese CCtv camera Bana sakte hai. Aaj kal sabhi jagho pe surakhcha ke taor pe CCtv camera lage rahte hai.CCtv camera ham hmesa apne pass nhi rakh sakte Hai to kahi hame kisipe nazar rakhni ho to ham kya karege.Kya Hamara smart phon kam aayega ,ji han aapka smart phon CCtv camera ka kaam kar sakta hai,mai aapko es post me ye clear kar dunga ki Hamara phon kaese CCtv camera ka kaam kar sakta hai.To chaliye dekhte hai kaese ham Apne Android phone ko CCtv camera ke jaesa Bana sakte Hai.

Phone ko CCtv camera kaise banaye.



Hame apne phon ko CCtv camera ke roop me use karne ke liye hame ek Android app download karna hoga jiska naam IP camera  hai.

Step 1) sabse Phle ham Apne Google play store me jakar IP camera serch karke us app ko dwnlod kar lete hai,or use install kar lete hai.




Step 2) install karke ke bad ham use kholte hai.uske bad ham eski setting me jate hai.

Step 3) ab Hame apne Android phon ko cannect karna padega,Eske liye hame ek sirvis Start karna hoga.

Step 4) service start karne ke liye hame Android phon ke right side me upar me ek button hoga how to cannect button hoga jispe ham click karte hai.



Step  5) ye process puri hone par hame network ko select Karna Hai.hame mobile internet connection karna hai,hame ek WiFi router milega
.

Step 6) ab ye application hame IP address ki tarah ek Adress dega.use ham kisi pc ya laptopme koi v browser me kholte hai.

Step 7 ) ab ham Jis live video ko recording ko dekhna chahte hai usi anusar hame use chunna hoga.
Agr ham chahe to ham Apne pc me koi thard part ki application download karke kisi Android phon ki security servilance (nigrani) camera ki help se video ko dekh sakte hai.
Hame recording save karke use Kabhi Bhi dekh sakte hai.
 Agr aako ye sab tarika thik na laga ho to apne pc me in aasan se tarika se live video ko dekh sakte Hai.



          

     



Maine aapko Jo Android phon pe setup karne ke liye Jo btaya tha .ki kaese ham IP address ko lekar ham oc me koi browser khol kar ham IP address inter karke live video dekh sakte hai waha hame kuch option Milega.

1 .video play ko Dwara ham live video ko khol sakte Hai.

2. Skpy pe video chat ke sath ham pc se cannect kar sakte hai.

3 .kisi dusre Android phon pe ham up camera ka upyog kar sakte hai.

Note.aap Android phon se CCtv camera ka upyog kar sakte hai eskeliye aapko koi IP camera ka setup nhi kharisna hoga.

To Dosto kaesa laga ye post comment karke Jarur btaye.

2 Comments

  1. This is really a very good article. Thanks for taking the time to discuss with us, I feel happy about learning this topic. keep sharing your information regularly for my future reference.
    cctv Security in Chennai
    Wifi camera Chennai
    Security alarm in Chennai
    Fire saftey in Chennai
    Security mobile alerts Chennai

    ReplyDelete


  2. wow its amazing information in cctv camera .thanks for a sharing .
    cctv camera



    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form