Apne Android phone ko virus se kaise bachaye

Hy friend, es post me ham aapko Batane Wale hai, ham kaese Apne Android phone ko ''virus'' se kaise bachate hai.Virus Hamare mobile ka dusman hota hai. Dosto aap ne dekha hoga Kabhi Kabhi mera Mobile fhasne lagta hai .or kbhi Kabhi koi file delite ho jati hai ya memory card me problem aajata hai,eska karun Aapke mobile me ghusa hua virus hai.

Dosto virus Hamare Android phone me Internet use karte wakt ya fir Bluetooth se file ko transfer karte wakt Hamare mobile me aajata hai ,Jise ham dekh nhi sakte hai. Bhut sare log Bluetooth se file transfer karne ke bad apna Bluetooth on Hi rakh dete hai. Jiske karun virus Hamare Android phone me aajata hai.
Dosto aap sabhi tensan na le ham Apne Android phone ko virus se Bacha sakte Hai.

Android phone ko virus se kaise bachate hai.



Android phone ko virus se bachane ke liye hame ek bato ka Dhayan rakhna Chahiye apne mobile phone ka Bluetooth, WiFi ye sab chez ko use ke bad band kar dena chahiye. Wese Internet se Bhi Hamare mobile me virus aajata hai.
To hame apne Android phone ko virus se dur rakhne ke liye hame apne Android phone me ek application ko rakhna hai Jo virus ko hamre Android phone se bahar nikal deta hai. Bas aap ko Hamare kuch simpal sa step ko follow karna hai.aap Bhi apne Android phone ko virus se dur rakh sakte hai.
Wese bhut sare App hai Jo virus ko mobile se nikalre hai.par mai accha usefull App ke bare me Bata raha hu.

Step 1)
Sabse Phle aap apne Android phone me 360 security nam ka application ko apne mobile me download karna hai.

Android-phone-ko-virus-se-kaise-bachaye

Step 2)
Apps ko download karne ke bad aap ese install karke open kare.


Step 3)

Jaese Hi Aap ese install karke open Karte Hai aapko kuch yesa dikhae dega jiesa ki Aap niche screenshot Me Dekh Rahe Hai.
Android-phone-ko-virus-se-kaise-bachaye

Step 4)
Ab aapke samne 3 option dikhe denge
Android-phone-ko-virus-se-kaise-bachaye
Clean . 
Aap espar click karke Aap apna internal memory card or phone memory card ko scan kar sakte hai.

Antivirus.
Aap espar click karke Aap apne mobile me Jo Bhi apps ko installed kiya hai aap use scan kar sakte hai.esse Aapke Android phone se virus nikal jayega.

Step 5)

Agr aap eska new version ko download karna Chahte Hai to apko ese update karna hoga.
Update kaese kare

Step 1)
Android-phone-ko-virus-se-kaise-bachaye

Eske liye Aap 360 security ko open kare .ab aapko upar me kinare par ek option dikhae dega jaesa aap upar me Dekh Rahe Hai aapko uspar click karna hai.

Step 2)
Jab aap click karoge aapko ek update ka option dikhae dega aap uspar click karke ese update kar sakte hai.

Note.. Aapko ye app install karne ke bad aapke main screen me uoar show karega.

To Dosto aap esi tarah ese kuch kbhi Kabhi ese scan karte rahe jisse Aapke Android mobile se virus nikal jayega.
To Dosto kaesa laga ye post agr aapko ye post pasan aae hogi to aap hame comment karke Jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form