Apne Naam ka wallpaper online kaise Banate Hai Hindi me

apne name ka wallpaper kaise banaye

Hello Dosto mai aap sab ko es post me apne Naam ka wallpaper bnane ki Jankari Dene Wala hu.Apne Name ka wallpaper Aap mobile,pc me Bhi Bana sakte hai Vo Bhi bilkul free me.
Internet pe bhut sari website hai Jo wallpaper banati hai to Chaliye kuch step Ko follow kariye or apne Name ka wallpaper banaye.

Apne naam ka wallpaper kaise bnaye


Step 1) sabse Phle ham es website pe jate hai .  www.wall2mob.com

Step 2) ab ek Naya Page khulega jisme hame write text on site background pe click karna hai.jaesa aap upar dekh rahe hai.

Step 3) write text on site background pe click karte hai Aapke samne bhut sare background dikhae denge aap next karke Aap apne man pasand ka background pasand kar use select kar sakte hai.


Step 4) background select karne ke bad ek Naya Page khulega jaesa upar aap dekh rahe hai.Esme aap Jis nam se wallpaper banana chahate hai uska naam likhe,text ka size select kare, text front me aap fornt ko pasand kare,niche aap apna text ka color pasand kare uske bad create text wallpaper pe click kare.
Step 5) ab aapka text ban kar ready hai aap use dwnlod kar sakte hai.

To Dosto kaesa laga ye post ummed hai aapko kahi pe koi problem nhi aae hogi. Agr koi problem ho to comment karke Jarur puche..

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form