Facebook par blank status or Massage kaise send kare

Hello Dosto Aaplog jante honge Facebook ek famous social network hai.Aaj kal sabhi log Facebook chalate hai.Facebook hame apno se jodta hai.Chahe vo Hamara class friend ho ya kahi dur ka friend. Jise ham nhi jante hai ham use Bhi apna dost bana kar chat kar sakte hai. Facebook pe ham apna photo,status or video ko Bhi yaha share karte hai.Facebook ke bhut sare tricks hai Jo Maine apne yaha share ki hai.Facebook ki basic Jankari sabhi ke pass hoti hai jaese profile picture change karna,status post karna,image upload karna ,chat karna,friends banana ye sab Jankari to sabhi logo ke pass hoti hai par kuch yesa Bhi Jankari ya trick hai Jo sabhi ke pass nhi hoti hai.

Es post me ham Facebook ke kuch yesa hi trick ke bare me baat kar rahe hai. aaplog Facebook pe status to post karte hai par shayed aapne Kabhi blank status nhi send kiya hoga.ji han ham Facebook pe blank status, comment or Massage Bhi send kar sakte hai.jab ham blank status ya massage send karte hai to hamare dost us blank status ya massage ko dekh kar hairan ho jate hai or sochne lagte hai ye kaese hua mai aapko 2 method se aapko Batane Wala Hu ham kaese blank status or  send kar sakte hai.To chaliye dekhte hai ham kaese Send karte hai blank status or Massage.

Facebook pe blank status or Massage kaise send kare

Method 1

Step 1) sabse Phle Aap apna Facebook account khole jisme aap blank status ya Massage send karna Chahte Hai.

Step 2)
Ab aap apne timeline me jaye or waha status box me aapko bas ye tipe karna  @[3:3: ] hai. Status box me ye type karne ke bad aapke samne post ka option dikhe dega aap uspar click kar de jaesa ki Aap niche screenshot Me Dekh Rahe Hai.


Step 3)
Jaesa Hi Aap post pe click karte hai aapka post share ko jayega or aap dekh sakte hai aapne Jo status abhi post kiya vo aapko blank show kare. Jaesa ki Aap niche screenshot Me Dekh Rahe Hai.

Step 4)

Agr aap chahte hai ki aapka status jada jagaho me blank show kare to Aapko bas upar likha gya code ko bas ek code ke niche ek code yesa karke post karde,esse aapka status jada lamba blank show karega.aap upar ki image me dekh sakte hai ek halka blank hai or ek lamba blank hai jo jada jagaho me hai.Aap code ko niche dekh sakte hai kaese karna hai.

    @[3:3: ]
    @[3:3: ]
    @[3:3: ]
    @[3:3: ]
    @[3:3: ]

Step 5) post ko share karne ke bad aap niche dekh sakte hai aapka Jo post hai vo jada jagaho me blank show kar raha hai.

To Dosto ye raha 1st method ab ham aapko ek or easy method Batane wale hai vo aap niche dekhe.

Method 2

Step 1) 
Sabse Phle Aap apna facebook account me login kare jisme aap blank status send karna Chahte Hai.

Step 2)

Ab aap apne timeline me jaye or waha status box me @[0: ] type karna hai uske baad Aap post ki button par click kar de.Agr aap lamba blank status ko post karna Chahte Hai to aap ek code ke niche ek code ko dalkar post kare jaesa Maine upar bataya hu.
Aap upar wale picture ko follow Kare or jaesa upar picture me bataya gaya hai wesa aap kare

Step 3) 
Jaese Hi Aap post ke button pe click karte hai aapka Jo status hai vo blank show karega yesa aap comment or inbox kahi Bhi kar sakte hai.

Note.. Aapka ko Maine done method bataya hai uska Jo code hai aap use kahi Bhi Facebook ke status ya comment ya inbox kahi Bhi use kar sakte hai sab jagaho par ye kaam karega.



To Dosto kaese lagi ye method Aasa karta hu Maine aapko 2 method se Jo bataya hai aap use acche se samjh Gaye hone or aapko koi problem nhi hui hogi agr aap ko koi post se reletiv koi problem hui hogi to aap hamse comment karke Jarur puch sakte hai hame aapki help karne me Khushi Hogi.
Or Dosto hame comment karke Zarur bataye kaesi lagi aapko Hamari ye post 
Agr aapko Hamari post pasand Aae to aap niche diya gya share ka button se aap es post ko apne friends ko share jarur kare.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form