blog (website) kaise banate hai

Hello dosto aaj ham es post me ham aapko batane wale hai blog (website) kaise banate hai free me.
Agar aapke pass internet se reletive jo bhi jankari ya jo kuch bhi aap jante hai,usse aap website (blog) ke dwara logo ko bata sakte hai,or usse paysa bhi kama sakte hai.blog (website) bnana bhut he easy hai or ye google ka free servis hai iske liye hame paysa nhi kharcha karna padega.ham free me apna blog (website) bana sakte hai.website start karne se phle mai aapko ye batana chahta hu ki ham jo website (blog) bana rahe hai vo Blogger.com par banega.

blog(website) banane ke liye hame kin chizo ke jarurat padegi

 1. ek gmail account
2. computer ya android phone

#Aap android phone ke google chrome ya firefox browser me bana sakte hai.

blog (website) kaise banaye

step 1. sabse phle aap google par serch kare www.Blogger,com or iski official site ko open kare.

Ager aapke pass phle se gmail account hai to aap login kare ya fir gmail par aap account bana le.

step 2. Email password sin in karne ke bad New Blog ka button par click kare jaisa aap niche dekh sakte hai maine kaise kiya hai.
click new blog

step 3. Ab ek naya page khulega.Es page me aapko apne blog ka tittle ,Adress me uska url or niche aap template select karna hai.Aap niche dekh sakte hai.
select tittle,adress and template after click blog button

1.Tittle.Isme aap apne blog ka naam likhna hai,Aap jis naam se blog banana chahte hai vo yaha Tittle me dale.
2.Adress.Yaha par aapko apne blog ka adress dena hai,dhyan rahe aap yesa adress dale jo kisi or ka na ho
3.Template. Yaha par aap simple template ko select kare.
4.create. Sabse last me aap create blog ka button par click kare.


Jaise aap create blog ka button par click karoge aapka blog bankar ready ho jayega.To Dosto aapne apna blog(website) blogger.com par banana sikh liya.
To dosto kaise lagi hamari ye post hame comment karke jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form