hello dosto,Es post me ham aapko batane wale hai blogger blog me recent comments widget kaise lagate hai.Recent comment blog par lagane se blog par sabhi lastest comment ki jankari aapke blog ke sidebar me aati rahti hai.Isse un vistor ko aasani se pata chal jata hai kisne comment kiya hai or kya comment kiya hai.Isse vo bhi vistor waha jakar uska jawab de sakte hai.Is post me ham aapko Blog Me recent comments add karna sikhayenge.Recent comment lagane ke liye bas aapko ek code ko apne blog ke Html me jakar past karna hai.Code Ko Apne Blog me add karne ke bad aapke blog me recent comment widget add ho jayega.To chaliye dekhte hai blogger blog me recent comment widget kaise lagaye.
*Blog Me Live Traffic Feed (Widget) Kaise Add Kare
* Blog Post Ko Google Search Me Top Par Kaise Laye
* Blog Post Ko Google Search Me Top Rank Par Kaise Banaye Rakhe
Blog Me Recent Comment Widget Kaise Add Kare (How To Add Recent Comment Widget For Blog)
Recent comment blog par add karne ke liye aap hamari step ko dhayan se follow kare.
step 1. Sabse phle aap blogger.com me jakar apna account login kar le.
step 2. Login karne ke bad layout par click kare,uske bad ''Add a Gadget'' par click kare.
step 3. Iske bad HTML/JavaScript Widget par click kare.
*Fevicon Kya Hai Ise Blog Me Kaise Lagaye
* Blog Ki Post Me Kisi Dusri Post Ka URL Kaise Add Karte Hai
* Blog Ki Post Me Kisi Dusri Post Ka URL Kaise Add Karte Hai
*Tittle me Recent Comments likhe
*Ab aapko yaha ek code past karna hai.Niche diya gya code copy kare or box me jakar past kar de.
*Blog Me Live Traffic Feed (Widget) Kaise Add Kare
* Blog Post Ko Google Search Me Top Par Kaise Laye
* Blog Post Ko Google Search Me Top Rank Par Kaise Banaye Rakhe
Note.Code Me aapko kuch edit karna hai.Aap gyanwebpoint.com ki jagah aap apne blog ka URL dale.
To dosto ab aapke blog me recent comments widget add ho chuka hai.I Hope aapko meri post kahi pasand aayi hogi.Agr aapko ye post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye.
Tags
Blogger triks
Meri post google search me nhi dikh rhi hai
ReplyDeleteAapki post index hogi tabhi Google search me show karegi.wait kare agar aapne blog ko Google search console me verify kiya hai to aap post publish karne ke bad kam se kam 1 day wait kare .
ReplyDeleteMujhe aapse bat karni hai WhatsApp par
ReplyDeleteKya mujhe kya aap meri gmail account watsapp number send kar sakte ho
Ye meri gmail account hai
Pooja.choudhary1499@gmail.com
Phle to aap mujhe Facebook par contact kare meri fb I'd rajv2921@gmail.com hai...Aapko Jo help chahiye mai aapki help jarur karunga
ReplyDeleteNice Info
ReplyDelete