Blogger image ko SEO friendly kaise banate hai

Es post me ham aapko batane wale hai ham kaise blogger image ko SEO friendly bana sakte hai,ye seo ke liye bhi bhut jaruri hai.photo blog (website) me bhut jaruri hota hai upload karne,kue ki photo upload karne se hamare blog par jo log aate hai use hamari post ko samjhne me kafi aasani hoti hai.Aap sabhi apni post me image ko upoad karte hai.lekin aapne kabhi ye nhi jana ki vo seo friendly hai ya nhi to mai aapko seo friendly image banane ka tarika batane wala hu is post me.
how to make seo friendly image on blog post

Blog ki traffic lana kitna musil hota hai ye ham or aap sabhi blogger aasani se samjhte hone.aapko pata hai aap jis photo ko blog par upload karte hai use serch engine index nhi kar raha hai jisse aapki post serch me nhi aati hai.Aato ko pata hoga jitna accha post ham likhte hai log hamare website ko jada pasand karte hai,log log ki writing se jada blog  post par upload image ko dekh kar jada impress hote hai or unse samjhne me bhi kafi aasani hoti hai.Or vistores hamari blog par Aana jada pasand karte hai.To aap samjh gye hone jab ham post par upload image ko seo friendly kar dalte hai to serch engine hamari post ko serch me first page par show karata hai.

Blogger image ko seo friendly kaise banaya jata hai

Blogger image ko seo friendly banane ke liye hame jada kuch karne ki jerurat nhi padhi hai bas kuch easy step ko pura karna hota hai.Aaeye dekhte hai blogger image ko seo friendly kaise banate hai.
step 1-Reaname image..
jab ham blog par image ko upload karte hai to ham use direct upload kar dete hai,ye hamari sabse badi galti hai jisse hame us galti ka khamyaza bhugatna padhta hai.
To jab ham blogger par image upload karte hai to usse phle hame image ko Rename kar dena chahiye.Image ke reletiv hame image ka nam likhan chahiye.ye seo ke liye kafi usefull hai,ye bato ka dhayan sabhi ko rakhna chahiye.Bina naam ka image ko upload karne me sech engine ko samjhne me time lagta hai or aapki post serch me show nhi hoti hai.

step 2. image optimize..
hame post me image ko upload karne ke bad use optimize karna bhut jaruri hoti hai,jis bato ka dhyan bhut sare blogger nhi dete hai.to mai aapko batane wala hu post par upload image ko kaise optimize karte hai.

1.jab ham post me image ko upload kate hai to hame us image par click kar propatic par click kana hai.

or tittle me image ka nam or all text me image ke kya hai dalna hai.

step 2.file size..
image ka size post ke mutabit hona chahiye.Aap kosis kare ki ham kam kb me accha qualti ka image upload kar sake blog par.image ke size se seo ko ki fark nhi padta hai.aap is bato ka dhyan de image ka zide kam se kam he rakh jisse aapki post ko load lene me jada time na lage.
importent bate.. blog post me yesa he image ko upload kare jiska post me kaam ho bina matlv ka image ko post me na upload kare.agr aap bina koi kaam ka photo upload karte hai to isse aapki blog to slow hogi he sath me aapke post me kharab aasar hoga.aapki post ki loading speed jada ho jayegi jisse vistore ko post ko read karne me kafi problem hoga jisse vistore aapki blog par aana pasand nhi karende,to en sari bato ko dhayan rakhe...

To dosto ummed karta hu aapko ye post pasan aaya hoga agr aapko ye post acchi lagi ho to hame comment kar jarur bataye,aapka comment hamare liye bhut jaruri hai.Agr aapko es post se reletive ko sawal puchna hai to aap hamse niche comment box me comment kar puch sakte hai.

 

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form