Kya Aap Gmail Ka Background Colour/Themes Change Karna Chahte Hai?Aaj Mai Aapko Is Post Me Gmail ka background kaise change karte hai batane wala hu.Aaj sabhi sabhi log ke pass android phone hota hai.sabhi log internet use kartte Hai.Aaj Ke Daur Me Sabhi Logo Ke Pass Apna Gmail Account Hota Hai,Gmail Account Aaj Ke Time Me Bhut he Jaruri Hota Hai.Agar Aap Computer Par Gmail Account Login Karte Hai To Waha Gmail Ka Background Colour Kafi Defrent Hota Hai,Kafi Simple Hota Hai.Gmail Background Change Karne Ke Liye Hame Bhut Sare Themes Dete HaiJiska Use Kar Ham Gmail Ka Background Change Kar Sakte Hai.
Gmail ka background kaise change kare |
Gmail Ka Background Change Karna Bhut He Easy Hai.Aap Chahe To Gmail Ka Background Me Apna Picture Me Laga Sakte Hai.Aap Gmail Ka Background Change Karne Ke Liye Acche Acche Themes Mil Jayege,Jo Kafi Accha Lagta Hai.Aap Apne Pasand Ka Themes Laga Kar Gmail Ke Background Ko Ek Accha Look De Sakte Hai.Agar Koi Bhi Aadmi aap Kahi Bhi Gmail Account Login Karte Hai To Aapko Wafi Background Themes (Colour) Milga Jise Aapne Change Kiya Hai.To Chaliye Dekhte Hai Gmail ka Background Colour/Themes Change Kaise Kare.
Gmail Ka Background Colour/Themes Kaise Change Kare?
Agar Aap Gmail ka Background Colour/Themes Change Karna Chahte Hai To Aap Kisi Bhi Web Browser Me Gmail Account Login Kare,Iske Bad Aap Hamari Post Ko Follow Kare.
step 1. Sabse phle aap google par jakar ''Gmail.Com'' serch kare.
step 2. Ab apna Email ID or Password dal kar gmail me login ho jaye.
step 3. Gmail me login hone ke bad aap side me setting ka icon dekh rahe hai uspar click kare.
step 4. Setting par click karne ke bad ''Themes'' par click kare.
*Computer Ka Login Background Kaise Change Kare
* Android Phone Se Photo Ka Background Kaise Change Kare
* Android Phone Se Photo Ka Background Kaise Change Kare
step 5. Ab aapko yaha bhut sare themes dikhae denge aap apni man pasand ka Themes pasand kare or themes par click karne ke bad ok ka button par click kare.Agr aap apna khud ka picture lagana chahte hai to ''My Photos'' par click kare.