Google Adsense kya hai (what is google adsense)

Es post me ham adsense ke bare me batane wale hai,Google adsense kya hai.Agr aap blogger hai,Aapka koi blog hai to aap sabhi adsense ka naam jarur sune hone.Aaj kal sabhi blogger chahte hai ki mera adsense account jal se jal mil jaye,lekin yesa sabhi ka nhi hota hai.Aap sabhi jante hone adsense sabse jada paysa dene wala adverisment network hai jo hame kafi payse deti hai Adsense account aprrove hona utna easy nhi hai.Age ham apne blog(website) par copywrite post karna band kar de or bhi bhut sare rule ko hame follow karna hota hai jiske bare me mai aapko aage bataunga.
what is google adsense

Google Adsense kya Hai

Google adsense famous advertisiment network hai,jo hame ads par click ka paysa deti hai.Adsense aplly karne ke liye hame copyworite post or traffic ko blog par lana hoga.jab hamari post ki traffic par day 300 se jada hogi tab ham adsense ke liye aplly kar sakte hai.Adsense aplly karne ke baad adsense ka code ham apne blog par laga lete hai,jab tak vo aprrov nhi hota hamare blog par ads show nhi kar sakta hai.jab vo aprrove ho jata hai hame mail mil jata hai aprrove hua hai ya nhi adsense.jab aprrove ho jata hai to ads hamari blog par show hone lagta hai,agr koi bhi vistore hamari blog par aata hai or vo us ads par click karta hai to hame uske payse milte hai.Adsense se earn ko ham 10$ hone ke bad apne bank me transfer kar sakte hai.10$ hone ke bad hame hamare adsense me ek notification show hota hai ham apne adress par uska pin verifi karte hai vo pin hame post ke dwara hamare ghar par aata hai isme 10-20 din lag jate hai .Adsense pin milne ke bad ham apne payso ko bank me transfer kar sakte hai.

To dosto maine kuch bate aap sabhi ko adsense ke bare me bataya hai,ummed hai aap ese aasani se samjh gye hone adsense kya hai,adsense account kaise aprrove hota hai,esse paysa kaise nikalte hai.To dosto agr aapo meri ye post accha laga toga to hame comment kar jarur bataye.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form