Blog Post Ke Tittle Ko Seo Friendly Kaise Likhe?SEO Friendly Blog Tittle Kaise Likhe?Hello Blogger,Aaj ham sabhi jange ki blog post ke Tittle ko SEO friendly kaise likhte hai.Aaj sabhi jante honge SEO kitna Importent hota hai sabhi blogger ke liye,Jab Tak ham apna blog ka tittle seo friendl nhi likhte hai tab tak ham koi post karte hai to vo search me nhi aata hai,iska karun hai.Blog Post Ko Google Search Me First Page Par Kaise laye Ye Maine Bataya Hai Jisme Blog Post Ka Tittle SEO Friendly Hona Bhut He Jaruri Hota Hai.Agar Aap Aisa Nhi Karte Hai Our Post Ko Publish Kar Dete Hai To Aapka Koi Bhi Post Google Par Rank Nhi Karega,Iska Karun hai Aapko Blog Post Ka Tiitle SEO Friendly Nhi Hai.
Jab koi new blogger apna blogging start karte hai to wo apna blog ke post par dhyan nhi dete hai,wo apna blog ke post ko apne man ke mutabit jo bhi aata hai wo rakh lete hai,jab unka post search me nhi aata hai tab vo ye nhi sochte hai maine kya galtiya ki jisse post serch me nhi aaraha hai.Jab blog post search me nhi aata hai to esse hamari income bhi nhi hoti hai,kue ki jab tak vistore hamari site par nhi aayega tab tak hame income na ke brabar hogi.To blog post ko search me lane ke liye hame apne blog ke Tittle Ko SEO Friendly likhna hota hai.SEo Friendly Blog Tittle Importent Hai Seo Ke Liye.To Chaliye Dekhte Hai Blog Post Ke Tittle Ko Seo Friendly Kaise Likhe.
Blog Post Ke Tittle Ko SEO Friendly Kaise Likhe
step 1. Blog post ke tittle aap yesa rakhe jo kafi serch kiya jata hai.hame hight keyword ka istmal karna chahiye post tittle me ye seo ke liye bhut jaruri hai.
Isme aap dekh sakte hai SEO kafi hight keyword hai jo google par kafi serch kiye jate hai.Aap jab kabhi post karte hai to hamesa dhayan rakhe post ke first line ya bich me SEO frindly hight keyword ka istmal kare.
step 2. Ye kafi zaruri hai Blog post ke tittle par hame dhyan dena chahiye,hame kuch yesa post likhna chahiye jo serch kiya jata ho,yesa nhi ki jo man aaye aap wo likh do.Esse aapki post par ek bhi vistore serch se nhi aayega.To hamesa serch hone wale blog post likhna chahiye.
Example.. Google Adsense Kya Hai
Aap isme dekh sakte hai ye post kitna jaruri hai sabhi blogger ko janne ke liye so hamesa use hone wala blog post likhna chahiye jiski logo ko jarurt padhti ho,or jis post ko log google par serch karte hai.
step 3.Hame post ka tittle me hamesa kaise,kue,kise,kya,kab,kahte,kare in sab chizo ko apne post little me use karna chahiye ye SEO Ke liye kafi Zaruri Hai.
Example. Blog Post Me Comment Waiting Kaise Enable Kare
* Blog Post Me Keyword Kaha Our Kaise Use Karte Hai
Isme aap dekh sakte hai isme kare jo ki keyword hai.
Read * Blog Ke Liye SEO Backlink Kaise Banaye
* Blog Post Ko Google Search Me Top Par Kaise Banaye Rakhe
* Blog Ki Traffic Kaise Badhaye SEO Ke Bina
step 4. Apne blog post ke tittle me Top,Full Guiad,Top 10,Top 5,Best jaisa Top Keyword ka use karna chahiye,ye Seo ke liye kafi zaruri hai.jab ham apna blog post ke tittle me Top,FullGuiad,Top 5 jaisa keyword use karte hai to esse vistore ka dhayan hamare post par jada padhta hai,or vistore hamare post ko jada pasand kate hai.To Hamesa Es bato ka dhayan rakhna chahiye.
step 5. hame kisi ka post tittle ko copy nhi karna chahiye esse hamara khud ka nuksan hoga to yad rahe hamesa apna kuch alag blog post ka tittle rakhe.
To Dosto hamari ye Seo ki post kaisi lagi ummed hai maine Es post me jo bhi bataya hai agr aap use follow karenge.Agr aapko meri post acchi lagi ho to hamre comment kar jarur bataye or es post ko apne friend ko jarur share kare.