Complute/Laptop Se HD Video Kaise Convert Kare


Computer/Latop Se Hd video kaise Convert karte hai es post me mai aapko batane wala hu.Hd video convert karne se hamare video ka size kam ho jata hai.agr aapke pass koi 1 GB ka movie hai,agr aap chahte hai ham us video ka size kam kare to aap convert kar uska size ko kam kar sakte hai.Aap apne HD video ko mp4,3gp,avi me convert kar sakte hai.Jab Ham video convert karte Hai Tab hamre video ka size mb bhut kam ho jata hai,jisse ham kam mb me us movie ko dekh sakte hai.jab koi HD  movie ko dekhna chahta hai lekin uske memory card me us movie ko rakhne ke liye space nhi hai to wo us video ko convert kar vo movie ko apne phone me dekh sakta hai.

computer/laptop-se-video-kaise-convert-kare

Hd video convert karne wale aapko bhut sare app milenge lekin mai sabse easy app ke bare me aapko bataunga jisse aap badi aasani se video ko convert kar sakte hai.mai jis software ka naam batane wala hu wo bhut chhota hai jise aap aasani se download kar sakte hai.''format factory'' software ka naam hai jisse aap video convert kar sakte hai.to chahiye hame step by step follow kare.

* Window Ki File Ko ISO File Me Kaise Convert (Change) Kare

*Computer ka login background kaise change kare

*Computer Me File/Folder Ko Kaise Hide Kare

*Computer Me Folder Ka Icon Kaise Change Kare

Computer/Laptop Se HD Video Kaise Convert Kare

step 1. sabse phle aap ''format factory'' naam ka software ko download kare,aap niche diya gya download button par click kar download kar sakte hai.

                                 DOWNLOAD HERE

step 2.Download karne ke bad install kare uske bad ese open kare,open karne ke bad aapko kuch yesa dikhae dega aap niche image me dekh sakte hai.


video-par-click-kare


isme aapko video par click karna hai.

step 3. ab aapko jis video ka convert karna chahte hai aap us video ko utha kar ''format factory'' me jakar chod de.ab aapke sapne kuch option aayeha jaise MP4,3GP,AVI aap jis qualti me video ko convert karna chahte hai uspar click kare uske bad ok ka button par click kar.
video-qualti-par-click-kare

step 4. Ab aapke samne upar ek optio aayega jisme aapko start ka button par click karna hai aapka video convert hona start ho jayega aap video par dekh sakte hai % likha raha hoga.

start-par-click-kare

step 5. jab aapka video convert ho jayega to aapke video ke samne complete likha jayega aap niche document par click kar apna video dekh sakte hai.

Document-par-click-kare


 To dosto kaisi lagi ye post agr aapko meri post pasand aayi ho to hame comment kar jarur bataye,agr aapko es post me kahi koi problem ho rahi hai to aap hame bata sakte hai.to dosto es post ko share karna nhi bhulnge.


Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form