Computer Ka Login Background Kaise Change Karte Hai


Aaj ham es post me computer ke kuch yese triks batane wala hu jisse ham apni computer ka login background change kar sakte hai.login background change ka matlv ye hai ki jab ham computer ko open karte hai to computer ko jo welcome window open hota hai waha ka background kafi Default hota hai.To aapne kabhi yesa socha hai ki kya ham us background ko change kar sakte hai.Agr aapne Aisa nhi hota hai to mai bata du ji han aap bilkun Aasani se apne computer ka login Background change kar sakte hai.

Login Background change karna kafi Easy hai,bas aapko ek software download karna hoga.Computer ka login Background change karne se jab ham apne computer ko login karte hai tab hame dekhne me kafi accha lagta hai.Ham apni pasand ka koi bhi Background laga sakte hai.To chaliye dekhte hai computer ka login background kaise change karte hai.


Computer Ka Login Background Kaise Change Kare

Computer ka ''login background change'' karne ke liye hame ek sofware ko apne computer me install karna hoga,jis software ka naam hai ''Logon change''. open karne ke bad Aapke samne kuch option aayenge jiske bare me mai phle bata deta hu taki aapko koi problem na ho.

computer-ka-login-background-kaise-change-kare

1. change logon background par click kar aap apna background select kar sakte hai.

2.Test par click kar aap apna set kiya gya background dekh sakte hai.

3.Revert To Default Logon Screen par click karke aap Default Background laga sakte hai.

4.iske koi kaam nhi hai.

 
*Computer ke folder ka colour kaise change karte hai



step 1.Sabse phle aap apne computer me logon change naam ka software ko download kare.download karne ke liye aap niche diya gya link par click kare.
                  
                                     DOWNLOAD

step 2. software download hone ke bad ese install kar open kare open karne ke bad kuch Es tarah dikhega aap niche picture me dekhe.



style="color: red;">step 3.
Ab aap change Logon Screen par click kare.


change-logon-screen-par-click-kare






step 4. Change logon screen par click karne ke bad ek naya window open hoga jisme aap apni computer me koi bhi picture ko select kar le,picture select karne ke bad Open button par click kare.

image-select-kare




step 5. Open par click karne ke bad ek window open hoga jisme aapko Yes par click karna hai.

yes-par-click-kare



 step 6.Yes par click karne ke bad ek window open hoga jisme aapko OK Par click karna hai.


ok-par-click-kare


 step 7. Ok par click karte he aapke samne ek window open hoga ab esme aap dekh sakte hai ''New Logon Background Successtully Installed'' likha hoga,ab esme aap ok ka button par click kare.

ok-par-click-kare



* Computer Me File/Folder Ko Kaise Lock Kare 3 Methord

Computer Me Delete Hua File Ko Kaise Recovery Kare

Ab aapka login background change ho chuka hai aap dekh sakte hai.
To dosto kaisi lagi ye post agr meri ye post aapko acchi lagi hogi to hame comment kar iska jawab jarur de.Agr aapko es post me kahi bhi koi problem aarahi hai to aap hamse comment karke puch sakte hai.ek baat or friend es post ko aap facebook,google plus se apne dosto ko bhi share kare. 
 

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form