Gmail ( Google ) Account Ko Kaise Delete Kare


Kya Aap Gmail/Googe Account Delete Karna Chahte Hai?Is Article me ham aapko batane wale hai ''Gmail (Google) Account Kaise Delete Kare''.Gmail/Google Account Dono Ek He Name Hai.Gmail Account Aaj Ke Time Me Sabhi Logo Ke Passs Hota hai.Internet Ke Sabhi Kamo Me Gmail Account Bhut He Jaruri Hai.Agar Aap Kisi Online Kam Kar Rahe Hai Ya Online Koi From Bhag Rahe Hai,Aaj Kal School Collage Me Bhi From Bharte Time Gmail/Google Account Manga Jata Hai.Ham Aaisa Kah Sakte Hai Gmail (Google) Aaj Ke Time Me Bhut He Jaruri Hai.

gmail-account-kaise-delete-kare

Gmail/Google Account Delete Karna Kabhi Kabhi Jaruri Ho Jata Hai.Agar Aap Kisi Karun Ek Ya Ek Se Jaida Gmail Account Bana Liya Hai.To Agar Aap Us Gmail Account Ko Delete Karna Chahte Hai To Aap aaram Se Gmail/Google Account Ko Delete Kar Sakte Hai.Google Account Delete Karne Ke Bad Aapke Gmail Par Jitne Bhi Servies Active Hai Sabhi Hamare Ke Liye Delete Ho Jayge.Agar To Chaliye Dekhte Hai Gmail(Google) Acvount Kaise Delete Karte Hai.

Google Gmail Account Kyu Delete kare


Agar Aap Gmail Account Ko Delete Karna Chahte Hai To Iske Piche Aapke Kuch Karun Ho Sakte Hai Jo Mai Aapko Batane Ja raha Hu.

1. hamare pass bhut sare gmail account (google account) hote hai to ham jis account ko use nhi karna chahte hai to ham use delete kar sakte.

2. agr hamare pass ek gmail account se facebook,youtube,blogger ya or bhi koi bhi sirvices activite hai to ham gmail account ko delete kar sakte hai.

To ye kuch karun the gmail account (google account) delete karne ke.Ab ham bat karte hai ham gmail account (google account) kaise delete karte hai to chaliye dekhte hai.


Gmail Account (Google Account)  Kaise Delete Kare

 step 1.  Aap jis gmail account ko delete karna chahte hai phle aap login kare.login karne ke bad
 setting par click kare.
Gmail-Account-Kaise-Delete-Kare



step 2. setting par click karne ke bad ek page open hoga jisme aapko ''Accounts and Import'' par click karne ke bad ''Other Google Account Settings'' par click karna hai.Aap niche ke picture ko follow karte rahe.

Gmail-Account-Kaise-Delete-Kare


step 3. Ab ek naya page khulega jisme aapke samne bhut sare option dikhe denge aapko ''Account Preferences'' option par click karna hai.


step 4. Account preferences par click karne ke bad aapko ''Delete your Account and data'' option par click karna hai.

Gmail-Account-Kaise-Delete-Kare



step 5. Ab next page me aapko ''Delete Google Account and data'' par click karna hai.
ab aapse fir se apne gmail account ka password pucha jayega,password dal kar login kare.

Gmail-Account-Kaise-Delete-Kare

  step 6. Ab login hone ke bad aap agr apne gmail account ke data ko download karna chahte hai to ''download your data'' par click kare.


Gmail-Account-Kaise-Delete-Kare



is option ke niche aapko apne gmail account ko delete karne ke liye 2no option ke samne tik karna hai,uske bad ''Delete Account'' par click kare.

Gmail-Account-Kaise-Delete-Kare

 Delete account par click karne ke bad aapka account delete ho jayega.or aapke samne ek massage show hoga aap dekh sakte hai.
Gmail-Account-Kaise-Delete-Kare
 


To dosto ab aapka google account delete ho chuka hai.to aapko ye post kaise lagi hame comment kar jarur bataye,agr aapko koi problem aarahi hai to aap hame jarur puch sakte.
 

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form