Youtube par view kaise badhaye is post me ham aapko batane wale hai.Youtube kitna popular hai ye aap sabhi log acche se jante honge.Yoyube par ham apni banayi hui video ko upload kar sakte hai.Youtube par per day bhut sare video upload hote hai.Bhut sare log youtube ko mozileat kar accha paisa kama rahe hai.Iske bare me mai aapko aage batane wala hu.
Bhut sare log video upload karte hai youtube par par use accha view nhi mil pata hai.Agr aap apne youtube ke video par view badhana chate hai to aap hamari post ko dhayan se padhe,Ye post aapke liye kafi usefull hai.
YouTube Video Par View Kaise Badhaye 8 Tips |
Bhut sare log video upload karte hai youtube par par use accha view nhi mil pata hai.Agr aap apne youtube ke video par view badhana chate hai to aap hamari post ko dhayan se padhe,Ye post aapke liye kafi usefull hai.
YouTube Video Par View Badhane Ka 7 Tips
Yaha par mai aapko youtube par view badhane ke bare me 7 tarika batane wala hu agr aap is tarika ko apne youtube video par view badhane ke liye follow karte hai to aap apni youtube video par video jarur badha sakte hai.
1. Youtube Tittle-
Bhut sare log yese hote hai jo youtube video bana to lete hai par vo video ko koi bhi other nam se upload kar dete hai,Jiska natiza ye hota hai ki uske youtube video par view nhi mil pata hai.To youtube par video upload karne ke bad use rename kar ek accha tittle de jo us video se milta julta ho.Isse aapke video ka video search me show hoga or aapke video par view badhahga.
2.Description Or Tag-
Description or tag bhut jaruri hai youtube par video upload karte wakt.Jab aap video ko youtube par upload karte hai tab us video ke bare me accha description jarur dale or tag me video ke bare me milta julta bat likhe.Description ke karun jab koi bhi log hamare post se reletiv tittle ko youtube me search karega to hamara video bhi un logo ko dikhae dega.
3.Share Video On Social Network-
Jab aap youtube par video ko upload karte hai to use social network par share karna nhi bhule.Social network se mera matlv ye hua ki aap apne video ko facebook,google plus par promote kare.Facebook par bhut sare log active hote hai agr aap apne video ko waha share karte hai to agr aapke video ka tittle accha hai logo ko aapke youtube video ke tittle ko padhte he use video dekhne ke man karega.Jab wo aapka video ko open karte hai tab aapke video ki view badhegi.
4.Talk With YouTube Viewers-
Bhut bar yesa hota hai,Aap youtube par koi video upload kate hai agr koi viewer aapke video ko dekhta hai agr us video me use kuch samjh nhi aata hai to wo aapse comment kar puchta hai,To aap uske comment ka jawab jarur de.
5.Video Ko Acche Se Edit Kare-
Jab aap video ko upload karte hai tab aap video ko accha se editing kare uske bad video ko youtube par upload kare.Agr aapka video aapke viewser ko pasand aate hai to wo aapke chennel ko suscribers jarur karega,Jisse aapke video par view par day aati rahegi.
6. Always Choose Attractive Thumbnali-
Thumbnali bhut jaruri hai view ko badhane ke liye.Agr aap youtube par video koupload karte hai tab us video me ek accha sa thumbnali jarur set kare.Isse jab koi bhi aapke video ko dekhega to wo use turant play karega.Thumbnali lagane se video ko ek accha look ban jata hai.Isse ham jada view la sakte hai apne youtube video par.
Aap sabse jada yotube ka suscribers badhane par dhayan de.Agr aapke channel ke suscribers jada honge to aapke video par par day jada view badhega.Suscribers badhane ke fayda ye hai ki agr aap koi bhi video apne youtube channel par upload karte hai to uski jankari aapke suscribers ko milti rahegi.
8.Youtube Video Ko Blog Me Add Kare-
Agr aap ek blogger hai,Apka koi blog hai to aap blog post me youtube video ko laga sakte hai.Isse jab koi bhi vistor aapke blog ko read kar raha hoga tab vo aapke blog par add liya gya video ko jarur dekhega,Isse aapke blog ki traffic badhegi Sath sath Aapke youtube ka view bhi badhega.
To dosto ab aap is trips ko follow kar aap apni youtube video par view ko jarur badha liye honge.Agr aapko meri post Acchi lagi hogi to aap hame comment karke jarur bataye,Or is post ko share jarur kare.
Tags
YouTube
really useful information.
ReplyDelete