Is Article me ham aapko Batane Wale hai blog ke liye badhiya name kaise chune.Akshar yesa hota hai jab new blogger blog banane ki sochte hai to use ye samjh nhi Aata hai ki ham Apne blog ko kis name se Banaye, Hmesa ye sochne me thora time barbad kar dete hai.Time barbad karne se bat Bhi use apne blog ke liye koi acccha badhiya name nhi mil pata hai,is sab ke piche ek problem hoti hai Jo mai aapko is post me Batane Wala hu.
Agr aap blog banana chahte hai to aap tensan na le.Ham aapko is post me ye Batane Ja Raha Hu ki new blogger ko blog ke liye kon sa name sabse best or accha rahta hai,Kaise ham Apne blog ke liye ek accha best nam chune.
*Agr aapne blog ke kiye ek accha name chunna Chahte Hai to Aapko sabse Phle apne aap par focuse karna hoga.Aap sabse Phle aapna dhyan ko ek tarah rakhe.
Dusro ka blog dekh kar jab vo apna blog Bana lete hai to use bad me pachtawa hota hai.Kue ki use us chez me intress nhi hai.To Jis chez me intress ho us topic ko lekar apne blog ka name rakhe,or blogging start kare.Blog Ke Liye Badhiya Name Kaise Chune |
Agr aap blog banana chahte hai to aap tensan na le.Ham aapko is post me ye Batane Ja Raha Hu ki new blogger ko blog ke liye kon sa name sabse best or accha rahta hai,Kaise ham Apne blog ke liye ek accha best nam chune.
Blog Ke Liye Accha Name Kaise Chune
Agr aap blog banane ki soch rahe hai to mai aapko kuch tips Bata raha hu agr aap meri ek bato ko follow Karte Hai to ummed karta hu aap apne blog ke liye ek accha name pasand kar sakte hai.To Chahiye dekhte hai blog ke liye a cha name kaise chune.
*Agr aapne blog ke kiye ek accha name chunna Chahte Hai to Aapko sabse Phle apne aap par focuse karna hoga.Aap sabse Phle aapna dhyan ko ek tarah rakhe.
*Aap sabse Phle ye soche ki hame aata kya hai,Aap apneaap se puche ki ham kya jante hai,Hamara intress kya hai.Aapko Jis chez me intress ho aap us topic ko lekar blog Banaye.
*Agr aap computer ke bare me accha se jante hai,Computer ki puri Jankari hai to aap us topic par blog Bana kar apna kam start kar sakte hai.
*Blog Banate time kisi other blog ki nakal mat kare,Jaisa ki kuch new blogger yesa karte hai ki use blog Banate time kuch samjh nhi Aata hai vo dusro ko dekh kar us topic Par us name ka blog Bana lete hai.
*Agr aapko internet, computer, ya other koi Bhi trick aati hai to aap is topic par focous kar apne blog ka nam Aisa rakhe,jisse other log dekhte hai samjh jaye ki aapka blog kis topic par hai aap apne blog/website me kya chez share karte hai.
*Apne blog ka nam hamesa blog ke topic ke jaisa he rakhe.Aisa nhi ki ham computer ki topic ko lekar blog Bana liye or us blog ka name Shari,ya koi other name jaisa rakh diye.
To Dosto blog Banate time hamesa blog ka name apne blog ki topic SW received he rakhe.
*Blog banane ke bad aap Jis topic par apna blog Banaye hai aap us topic ko lekar post kare. jisse Aapke vistor ko Aapke blog par Aane se use us topic ki sari post mil jayegi Jise vo padhna Chahte Hai.
*Agr aap ek topic ko lekar blogging karte hai to aap bhut jaldi success blogger ban sakte Hai.Hmesa ek topic ke bare me he post publish kare.
TO Dosto ye kuch bate hai Jo Maine bataya hai.I hope aap is post ko padh liye honge to Aapko apne blog ka name rakhne me koi problem nhi hui hogi .
Agr aapko meri post pasand Aayi ho to hame comment karke Jarur bataye.
Tags
Blogger triks