Blogger par blog banane ke bad ham accha accha post karte hai.Par itna post kar kya fayda jab hamare blog par koi bhi vistor nhi Aata.Blog par vistor ka nhi aane ka karun Aapka website bhi hota hai.Vistor ko aapke blog par aane se use smjh ngi aata hai kiya is website par kya hai.Isliye hame blog ko accha se design karna bhut he jaruri hota hai.
Blog ko Accha se design kane se jab koi bhi vistor hamare blog par aata hai to vo hamare blog ko dekhte he fan ho jata hai.Blog ko accha design karne se hamare blog ka vistor bhi aate hai or jada time tak visit bhi karte hai.Apne blog par vistor ko banaye rakhne ke liye hame apne blog ko accha se design karna bhut he jaruri hota hai.To chaliye dekhte hai blog/website ko Full Design kaise kare.
Blog-ka-design-kaise-kare-10-importent-tips |
Blog ko Accha se design kane se jab koi bhi vistor hamare blog par aata hai to vo hamare blog ko dekhte he fan ho jata hai.Blog ko accha design karne se hamare blog ka vistor bhi aate hai or jada time tak visit bhi karte hai.Apne blog par vistor ko banaye rakhne ke liye hame apne blog ko accha se design karna bhut he jaruri hota hai.To chaliye dekhte hai blog/website ko Full Design kaise kare.
Blog Ko Full Design Kaise Karte Hai
Blog ka design karne ke liye aapko thori coding ki jarurat padhti hai.Coding ke bina ham blog ko accha se design nhi kar sakte hai.Blog ko full Design karne ke liye aap apne template ka brackup jarur le le,taki Template me koi bhi problem Aane par ham use template ko dubara laga sakte hai.
1.Blog Template-
Sabse phle aap apni blog ko design karne ke liye koi accha template ko select kare.Aapka template jitna accha hoga aapke blog dikhne me utna accha hoga.So Aap accha template ko pasand kare.Mai aapko Kuch template ke website ka name batane wala hu jaha par aap badhiya template apne blog ke liye free me download kar sakte hai.
*Blog Ke Liye Template Download Karne Ke Top 7 Website
2.Popular Post Widgets Add Kare-
Apne blog ko design karne ke liye aap apne blog me popular post widgets jarur add kare.Popular post add karne ke jab koi bhi vistor aapke blog par aata hai to vo aapke blog ka importent post ko aasani se padh sakta hai.Isse vistor ko bhi help milegi,Or Sath Sath aapke blog ka design badhiya lagega.
3.About To Author-
Apne blog par about to author jarur add kare.Isme aap apne ke accha photo lagaye,Or isme aap apne bare me likhe aapka kya name hai,Aapne is blog ko kyu banaya hai etc.Isse ye fayda hoga ki jab koi bhi vistor aapke blog par aate hai to use ye janne me Aasani hogi ki Ye blog kiska hai,Or yaha par kya kya jankari share kiya jata hai.Isse aapke blog ka ek Accha sa look ban jayega,Aapka blog dikhne me ek website ki jaisa lagega.
4.Susbscribe Widget Add Kare-
Aap apne blog par susbscribe widgets add kar apne blog ko accha design kar sakte hai.Suscbscribe widget add karne se aapka blog dikhne me accha bhi lagega,Or jab koi bhi vistor aapke blog par visit karega to wo waha par apna gmail jarur susbscribe jarur karega.Jisse aap koi new post apne blog par publish karege,To us post ki jankari aapke vistor ko use email par milegi.Isse aapka vistor bhi badhega.
5.Add Search Box-
Blog me search box jarur add kare.Search box add karne se jab koi bhi vistor aapke blog par aate hai to vo apne kam ka post ko us search box me search kar vo us post ko padh sakta hai.Search box add karne se aapke blog ka design kafi accha lagega.
6.Privacy Policy,Contact Us,About Us page add kare-
Apne blog ke footer me privacy policy,contact us,About us page jarur add kare.Isse aapka blog dikhne me kafi badhiya lagega.Vistor ko bhi aapke is page se kafi jankari milegi.
7.Fevicone Add Kare-
Apne blog me ek accha fevicon lagaye.Fevicon Ek logo ki jaisa hota hai.Jab koi bhi vistor aapke blog ko open karenge to upar aapke blog url ke bagal me aapke blog ka logo show karga.Aapke vistor aapke logo dekh kar aapke blog ko phchan jayenge.Blog Ko acha design karne ke liye fevicon jarur lagaye.
8.Blog Navigation-
Aap apne blog par ek accha navigation add kare.Jisse vistor ko ek post se dusre post jane me koi problem nhi ho.
Read.
9.Post Ke Bich Me Image Add Kare-
Aap jab koi bhi post likhte hai to aap us post me kam se kam ek image ko jarur add kare.Isse aapka post dikhne me kafi accha lagega.Or vistor bhi aapke blog post ko dekh kar kafi impress honge.1 image 2000 Word ke barabar hota hai,So blog post me image ko jarur lagaye.
10.Blog Logo-
Logo sabhi blog or website ke liye kafi jaruri hota hai.Aapne bhut sare website ko dekha hoga,lagbhag sabhi website ke apne logo hote hai to Aap bhi apne blog ke liye ke logo bana kar apne blog par jarur add kare.Logo blog par lagane se aapke blog ka design dekhne me kafi accha lagega.*Blog Ke Liye XML Sitemap Kaise Banaye
*Blogger Template Ko Mobile Friendly Kaise Banate Hai
*Blog Ke Template Ke Zip File Ko XML Me Kaise Badlte Hai
To dosto ye kuch bate thi jisse aap apne blog ko Acche se full design kar sakte hai.Agr aap is sabhi bato ko apne blog ke liye istmal karte hai to Aapke blog ki design kafi acchi lagegi.
To dosto Kaisi lagi ye post.Agr aapko hamari ye post pasand aayi ho to hame comment karke jarur bataye.
Bro achi jaankari hai.
ReplyDelete