Blogger Ki Post Me Dusri Post Ka Link (URL) Kaise Add Kare

Hello dosto,Aaj ham is post me aapko batane wale hai Blogger ki post me dusri post ka link kaise add kare.Jab ham koi bhi post ko likhne ke bad publish kar dete hai.Lekin Agr ham chahe to ham apni blog post ke bich me dusri post ka link/url add kar sakte hai.Blog ki post me dusri post ka link/url add karne se jab koi bhi vistor hamari post ko padhta hai,to use us blog me us post se reletiv outher post bhi dikhta hai to agr ham apni blogger ki post ke bich me dusri post ka url lagate hai to hamare vistor ko post padhne me problem nhi hoti hai.
Blogger-Ki-Post-Me-Dusri-Post-Ka-Link-(URL) -Kaise-Add-Kar

Blogger Ki Post Me Dusri Post Ka Link (URL)  Kaise Add Kar


To Agr aap bhi apni blogger ki post me dusri post ka link/url add karna chahte hai kya?Agr han to mai bata du blogger ki post me dusri post ka url add karna bhut he simple hai.To chaliye aap hamari kuch step ko niche follow kare.

Blog Post Me Dusri Post Ka Link/Url Kaise Add Kare

Blog post me dusri post ka url add karne se hamare blog par aaye vistor ko dusri post par jane me problem nhi hoti hai.Blog ki post me dusri post ka link/url add karne se vistor ko hamra blog kafi accha lagta hai,Sath he sath hamare blog ka pageview bhi jada se jada hota hai.To chaliye dekhte hai blogger ki post me dusri post ka link kaise lagate hai.

Step 1. Sabse phle aap blogger.com se apna blog open kare.



step 2. Blog ko open karne ke bad post par click kar,apna post ko edit kare.




step 3. Post ko edit karne ke bad aap upar link ki button par click kare.
Blogger-Ki-Post-Me-Dusri-Post-Ka-Link-(URL) -Kaise-Add-Kar


step 4. Link par click karne ke bad ek window khulegi.
Blogger-Ki-Post-Me-Dusri-Post-Ka-Link-(URL) -Kaise-Add-Kar





1. Text To Display- Is option ke samne aapko us post ka name likhna hai jis post ka link aap apne blog ki post me add karna chate hai.

2. Link To:To what URL should this link go?- Is box me aapko apne dusre post ka link add karna hai.


3. Web Adress- Agr aap kisi post ka link ko add karna chahte hai to aap web adress ko select kare.

4. Email adress-Is option me agr aapko post me koi email add karna hai to aap yaha se kare.



5. Test this link- Is par click kar aap apna link ko test kar sakte hai ki aapne abhi jo email add kiya wo ahi se open ho raha hai ya nhi.

6. Open this link in a new window- Agr aap chahte hai ki hamare blog post ke link par koi click kare to wo alag window mwe open ho to aap wo bhi kar sakte hai.

7. Add 'rel=nofollow' attribute-  Agr aap chahte hai ki search engine is post ko index na kare to nofollow par tick kar sakte hai.Is post par aap click kar apne post ke link ko search engine se chipa skate hai.

8. Ab last me ok ka button par click kare.


*Blogger Blog Ka Tittle Or Adress Kaise Change Kare



Ab finnely aapke blog post ke bich me dusri post ka link add ho chuka hi,Aap link par click kar dekh sakte hai.

To mai ummed karta hu aapko meri post jaruri pasand aayi hogi.Agr aapko meri post pasand lagi to to hame comment kar jarur bataye.



4 Comments

  1. akshaysoneshwar.blogspot.com iss website ko design kar do please

    ReplyDelete
  2. Design To aapko he kari hogi iske liye maine post kiya hai aap is post ko padhe
    http://www.gyanwebpoint.com/2016/07/blog-ko-full-design-kaise-kare-10-importent-tips.html

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form